Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari

By: 

Karam K Aashiyanay Ki Kya Baat Hai Lyrics

Karam kay aashiyanay ki kia baat hai
Aap kay aastanay ki kya baat hay.

Fatima o Ali phir Hussain o Hassan
Mustafa k gharanay ki kia baat hay.

Haazri ko chala hay madinay ki tu
Dosta teray janay ki kia baat hai.

Waq e aakhir bhi hai, woh bhi hain samnay
Aie kaza teray aanay ki baat hai.

Kitnay nanay bhi hain, aur nawasay bhi hain
Ibn e Haider kay nanay ki kia baat hay.

Tak kay bolay nakirain hakim mujhay
Mustafa kay diwanay ki kia baat hay.

Aik ghar jo milay shehray sarkar main
Phir to aisay thikanay ki kia baat hay.

Naat & Video Information

Naat Khawan: Syedf Ikram Akbar Bukhari
Album: Jashn-e-Millad
D.O.P: Rana Akram
Editor: Abdul Razaque Solangi
Producer: Syed Sabihuddin Rehmani
Director: Kashif Mughal


More Islamic Lyrics

  1. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir
  3. The Path of a Traveller Lyrics - Labbayk
  4. Kivain Mukhre Toon Nazran Hatawan Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Salaam Lyrics - Sami Yusuf
  6. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  8. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  9. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Allahu Lyrics - Labbayk
  11. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Close To You Lyrics - Maher Zain
  14. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Lyrics - Naat Lyrics
  15. Home Lyrics - Raef
  16. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  17. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  18. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  19. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  21. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  22. Every Morning Lyrics - Labbayk
  23. Dragged from Karbala Lyrics - Voices Of Passion
  24. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  25. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

5 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
5
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x