Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri

By: 

Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics

Deewane hum, Deewane ham, Dewanee hum, Deewanay
Deewane hum, Deewane ham, Dewanee hum, Dewanay

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohne Nabi kay deewanay!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…


Humein ishq o wafa ki duniya mein,
Diya ishq ka dars sahaba nay
Tyaar jo rehtay thay har dam
Sar naam e Nabi pay katwaane

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohnay Nabi ke deewane!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Hai shaan hamari aaqa se,
Hai aan hamari aaqa say.
To kyun na warein aaqa pay,
Hum apni jaan kay nazranay.

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohnay Nabi ke deewane!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Woh ghari bhi kaisi hogi ajab,
Deedar shaha ka ho ga jab.
Tashreef woh layein gay jis dam,
Meri qabr main meray sarhane.

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohnay Nabi ke deewane!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke, dewanay!
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay, dewane!
Deewane Deewanay…

Mehshar mein pukaray gi ummat,
Imdad ho aaqa e rehmat.
Aayein gay shafa’at kernay,
Aur dozakh ki aag say churwanay.

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke, dewanay!
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay, dewane!
Deewane Deewanay…

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohnay Nabi ke deewane!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke, dewanay!
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay, dewane!
Deewane Deewanay…

Ya Nabi karam farma dijiye,
Khairat humein bhi aata kijiye.
Aaye hain hum bhi aap ke dar,
Kismat kay talay khulwanay.

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohnay Nabi ke deewane!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke, dewanay!
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay, dewane!
Deewane Deewanay…

Yeh jaan toh eik din jani hai,
Lekin yeh dil nay thani hai.
Jab tak hai dam mein dam baqi,
Ahmad ne geet tere ganay.

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke dewanay
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay dewane
Deewane Deewanay…

Hum apnay Nabi kay, deewane!
Lajpal Nabi ke, deewane!
Dilsal Nabi kay, deewanay!
Dildar Nabi ke, deewanay!
Manmohn Nabi kay deewane,
Hum sohnay Nabi ke deewane!

Deewane Deewanay, hum apne Nabi ke, dewanay!
Dewane Deewanay, hum apnay Nabi kay, dewane!
Deewane Deewanay…


More Islamic Lyrics

  1. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  2. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  3. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi Lyrics - Naat Lyrics
  6. A is for Allah Lyrics - Yusuf Islam
  7. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  8. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  10. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  11. Dil Karda Allah Allah Lyrics - Umair Zubair Qadri
  12. A New Day Lyrics - Labbayk
  13. Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi
  14. Where’s the Love? Lyrics - Khaleel Muhammad
  15. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  16. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  17. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  18. Du’a Lyrics - Fez Meghani
  19. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  20. Aye Khuda Lyrics - Ahmad Hussain
  21. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  22. Celebrations Lyrics - Labbayk
  23. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  24. Sout Lyrics - Hamza Namira
  25. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x