Mar Kay Apni Hee Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari

By: 

Mar K Apne Hi Aadaun Pay Lyrics

Mar kay apni hi aadaun pay amar ho jaun
Unki dahleez kay qabil main agar hoo jaoon.

Zindagi nay to samandar main mujhay phenk diya
Apni muthi main wo lay lain to gohar hoo jaun.

Mera mehboob hai woh rah bare kono makan
Jis ki aahat bhi mein paloon to Khizar ho jayoon.

Zarab dun khud ko jo un say to lagun la tadaad
Woh jo mujh main say nikal jayein sifar hoo jaun.

Jo puhanchti rahay un tak jo rahay mehwe tawaf
Aisi awaz banun aisi nazar hoo jaun.

Is qadar ishq e Nabi hoo kay mita doon khud ko
Is qadar khouf e Khuda hoo k nidar hoo jaun.

Aarzo ab to Muzaffar jo koi hay to yee hay
Jitna baqi houn madinay main basar ho jaun.

Naat & Video Information

Naat Khawan: Syedf Ikram Akbar Bukhari
Album: Jashn-e-Millad
D.O.P: Rana Akram
Editor: Abdul Razaque Solangi
Producer: Syed Sabihuddin Rehmani
Director: Kashif Mughal


More Islamic Lyrics

  1. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  2. Radhitu Billahi Rabba Lyrics - Maher Zain
  3. Aa Palat Aa Aye Hussain (A.S) Lyrics - Irfan Hussain
  4. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  5. Home Lyrics - Raef
  6. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  7. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics
  8. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists
  9. So Real Lyrics - Raef
  10. All It Takes Lyrics - Fez Meghani
  11. Go Lyrics - Sami Yusuf
  12. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  13. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  14. Mera Sehreyan Wala Akber Lyrics - Dhamani Sisters
  15. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  16. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  17. Free Lyrics - Sami Yusuf
  18. Aaya Na Hoga Iss Tarha Lyrics - Zulfiqar Ali
  19. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  20. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  21. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar
  22. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  25. SubhanAllah Lyrics - Native Deen

COMMENTS

Subscribe
Notify of

9 Comments
Newest
Oldest Most Voted
9
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x