Haider Haider Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Haider Haider Lyrics

Haider (x8)
Hum Haider ke matwaley hai (x2)

Kab maut say darney waley hain (x2)
Hum Haider ke matwaley hai

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

1) Misum key shedayi hai, Batil sey nahi hum dar sakh tey
Laakh charao suli pay, Hum marker bhi nahi mar sakh tey
Aagosh kaza ke paaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)


2) Nadey ali ki tegsey hum, Dushman key kalejey kaantey hai
Apni aza khano sey hum, Imaan ki daulat baantey hai
Islam ke hum rakhwaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

3) Raahey sitam mei has has kar, Kaantow per chalna jaantey hai
In kadmo ki aahat ko, Angarayi bhi peheychaan tey hai
Sajjad ke chahaney waley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

4) Fatwey hussaini ka parcham, Duniya mei sadaa leherayegha
Hum sey jo takraegha, Vo miti mei miljayegha
Hum fawjey aza ke bhaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

5) Bayate fasik raakh huwi, Shola na koyi chingaari hai
Chowda sadiyaan beetagayi, Mazloom ka mattam jarii hai
Zalim ke labo par taaley hai (x2)

Hum Haider ke matwaley hai (x2)
Haider (x4)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani & Batool Dhamani
Album: Haider Haider
Released: 2008


More Islamic Lyrics

  1. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  3. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  4. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  5. Free Lyrics - Sami Yusuf
  6. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  7. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. You Lyrics - Sami Yusuf
  9. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  10. I’m Alive Lyrics - Maher Zain
  11. Sepanjang Hidup Lyrics - Maher Zain
  12. Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  13. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  14. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  15. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  16. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka Lyrics - Imran Shaikh Attari
  17. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  18. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  19. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  20. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  21. We At War Baby Lyrics - Gaith Adhami
  22. Makes Me Crazy Lyrics - Kareem Salama
  23. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  24. Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi
  25. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x