Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

By: 

Naimatein Baant Ta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya Lyrics

Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya,
Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya

Naimatin Banta Jis Samat

Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya
Mere Maula mere Aqa tere qurbaan gaya

Dil hai woh dil jo teri yaad say ma’moor raha
Sar hai woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya

Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam
Lillah Al Hamd main duniya se Musalmaan gaya

Jaan o dil hosh wa khirad sab to Madinay pahonche
Tum nahi chalte Raza sara to samaan gaya

Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi
Hai woh dil jo tere dar se pur arman gaya

Aur tum par mere Aqa ki Inayat na sahi
Najdiyo! Kalmah padhane ka bhi ehsaan gaya

Aaj le unki Panah aaj madad maang unse
Phir na maanege Qayamat mein agar maan gaya

Uff ray munkar yeh badha joshe ta’assub akhir
Bheed me haath se kam bakht ke Imaan gaya.

Nasheed Information:

Naat Reciter: Syed Fasihuddin Soharwardi


More Islamic Lyrics

  1. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha
  4. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  6. When I Grow Up Lyrics - Zain Bhikha
  7. Insan Lyrics - Hamza Namira
  8. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Tanam Farsooda Jaan Para Lyrics - Zulfiqar Ali
  10. Free Lyrics - Zain Bhikha
  11. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  12. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  13. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  14. Aaya Na Hoga Iss Tarha Lyrics - Zulfiqar Ali
  15. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Kamli Wale Deh Darbar Di Gal Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  17. Yeh Jo Halka Halka Suroor Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan
  18. Hijab Lyrics - Ahmed Bukhatir
  19. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  20. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  21. To Guide You Home Lyrics (INSTRUMENTAL) Lyrics - Sami Yusuf
  22. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  23. The Most Beautiful Names Lyrics - Nader Khan
  24. Durood e Ibrahimi Lyrics - Durood Shareef
  25. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

37 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
37
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x