Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba Lyrics

Aaj aaye nabiyon kay sardar marhaba,
Marhaba aye qafila salaar marhaba.

Amina kay dilbar o dildar marhaba,
Marhaba aye mehboob-e-ghaffar marhaba.

Shaad ho kay aamad-e-khair ul wara hai aaj,
Ghum kay maaray bol uthay ghum khwaar marhaba.

Subz parcham haath mein lehra kay sub bolo,
Makki madni aye arabi sardar marhaba.

Jhoomta hai wajd mein kaaba khushi mein aaj,
Keh rahe hain mibar-o-minaar marhaba.

Bas gayi hai wadi-e-jaan mein naee mehek,
Teri aamad per shah-e-abrar marhaba.

Do ubaid-e-bay hunar ko naat ka shaoor,
Kar raha hai piyaar se takraar marhaba.


More Islamic Lyrics

  1. That Moment He Smiled Lyrics - Zain Bhikha
  2. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  3. A New Day Lyrics - Labbayk
  4. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  5. Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters
  6. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Ya RasoolAllah Karam Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  8. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  9. Allahu Lyrics - Nader Khan
  10. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  11. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  12. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  13. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  14. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  15. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  16. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  17. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  18. Silent Words Lyrics - Sami Yusuf
  19. Mazagh Nigahon Nein Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  23. Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics
  24. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  25. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani

COMMENTS

Subscribe
Notify of

18 Comments
Newest
Oldest Most Voted
18
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x