Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed

By: 

Ya Taiba, Aiy Taiba Lyrics

Ragoon mein woh lahoo baki nahin hai
Woh dil, woh arzoo baki nahin hai
Namaz o roza o qurbani o hajj
Yeh sab baki hain, tu baki nahin hai.

Aie Taiba, aiy Taiba, ummat ka safeena
Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina.

Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Qura’ani
Hijrat ki, tha hukmay rabbani
Khairul anam, darood o salaam, Muhammad!
Ishq e Rasool, duaein houn qabool, azmat e Madina.

Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana
Eshta`nalik wil hawa nadana.
O Tayba, O Tayba
O cure of the patient
we missed you, and passion has called us to you.

Qiblaati Baitullahi saabir, al-Laani yaumal-laki zaayeer
Ya turah haltaraani naazir, lilkaaba tug murnib aamaana
Tug murnib aamaana..
My direction of prayer (my Qiblah), the house of Allah, I’m patient
perhaps a day will come to visit you
I wonder, Will I be looking upon alkaaba
and being overwhelmed with it’s safety.

Aie Tayba, aiy Tayba, ummat ka safina
Rooh e zameen per koye nahin hai, aisa hay Madina.

Maidan e badr, jabl e Ohad, jazba e imani
Ajm o arab teri hee sultani
Fatima, Ali, Hassan o Hussain gharana
App rashadi, khalqa e sahaba, kiya hoga woh zamana…

Aie Taiba, aiy Taiba, ummat ka safeena
Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina.

Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Qura’ani
Hijrat ki, tha hukmay rabbani
Khairul anam, darood o salaam, Muhammad!
Ishq e Rasool, duaein houn qabool, azmat e Madina.

Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana
Eshta`nalik wil hawa nadana.
O Tayba, O Tayba
O cure of the patient
we missed you, and passion has called us to you.

Naat Lyrics & Video Information
Naat Khawan: Junaid Jamshaid
Naat: Aiy Taiba
Audio: Royal Records
D.O.P: Tehzin Ahmed
Post: 3Knots
Edits: Gohar Hayat
Director: Imran Hayat


More Islamic Lyrics

  1. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  2. Marhaba Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  4. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  5. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  6. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. A Thousand Times Lyrics - Sami Yusuf
  8. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  9. Muhammad (pbuh) Lyrics - Maher Zain
  10. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  12. Jeena Hain Mushkil Lyrics - Ahmad Hussain
  13. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  15. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  16. Ya Aba Abdillahil Husayn Lyrics - Voices Of Passion
  17. Bismillah Lyrics - Native Deen
  18. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  19. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  20. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  21. Subhanallah Lyrics - Labbayk
  22. Sepanjang Hidup Lyrics - Maher Zain
  23. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  24. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

55 Comments
Newest
Oldest Most Voted
55
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x