Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Be Khata Mara Gaya Lyrics

Ya Hassan x6

Bay Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba x3

1. Zehr se tukre jigar, khoon say kafan laal huwa
Wa Hassan-e-sabz-e-qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

2. Khun ugalte huwe bhayi ko behan ne dekha
or tarap ker ye kaha x2
Teri gurbat pe ay bhayi teri Zainab ho fidaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

3. Maa ke dukh se abhi azad kahan thi zainab
hogaya kaisa gazab x2
Baap zinda na raha Bhayi suwe khuld gaya wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

4. Ker diya Zahr-e-hala hal ne Jigar ke tukre
Aur Qasim ke liye x2
Kamsini me hai ye gham Sham-e-gharibi jaisa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

5. Ghar se ik baar janaza jo nikal jata hai
kab wo phir aata hain x2
Aisa taboot hai ye lot ke jo ghar ayaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

6. Sheh ne us wakht jo Ghazi ko na roka hota
hashr ho jata bapaa x2
teer aate na janaze pe tumhare Maula wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

7. Sheh ko Rehan baraadar kaa jigar yaad aya
jab se karbobala x2
Tukde Qassim ke utha te huwe maula ne kaha wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

Urdu Nuha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  2. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  3. Salutation Lyrics - Sami Yusuf
  4. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  5. Packed at All Lyrics - Native Deen
  6. Alhamdu Lillah Lyrics - Mesut Kurtis
  7. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  10. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  11. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  12. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  13. Healed Lyrics - Gaith Adhami
  14. Endless Bounty Lyrics - Noor
  15. LabbaykAllah Lyrics - Labbayk
  16. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha
  18. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  19. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  20. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  21. Gaza Lyrics - Native Deen
  22. Ahad – The Story of Bilal Lyrics - Native Deen
  23. Free Lyrics - Zain Bhikha
  24. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  25. We At War Baby Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of

11 Comments
Newest
Oldest Most Voted
11
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x