Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Dil Main Ishq e Nabi Lyrics

Dil main ishq e Nabi (SAW) ki ho aisi lagan,
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Zindagi ka maza hey kay har saans say,
Ya Muhammad Muhammad (SAW) nikalta rahey.

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….

Ya Muhammad Muhammad (SAW) mein kehta raha,
Noor kay motion ki lare ban gaee,
Ayaton sey milata raha ayatayn,
Phir jo dekha to Naat e Nabi (SAW) ban gaye.

Jo bhi ansoo bahe merey Mehboob kay,
Sab key sab abr e rehmat kay cheentay banay,
Chah gaee raat jab zulf lehra gaee,
Jab tabasum kiya chandani ban gaee.

Yeh to maana kay jannat hai bagh e haseen,
Khoobsoorat hey sab khuld ki sar zameen,
Husn e jannat ko phir jab samayta gaya,
Sarwar e ambiya ki galee ban gaee.

Jab chirah tazkira un kay rukhsaar ka,
Waduha par liya, wal qamar keh dia,
Sooraton kee tilawat bhi hoti rahi,
Naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi.

Sab say saim zamanay main mazoor tha,
Sab sey beykas tha beybas tha majboor tha ,
Un ko reham agaya merey halaat par,
Meree azmat meree beybasee ban gaee.

Dil mein ishq e Nabi (SAW) ki ho aisi lagan,
Rooh tarapti rahay dil machalta rahay,
Zindagi ka maza hai kay har saans say,
Ya Muhammad Muhammad (SAW) nikalta rahey.

Urdu Naat Information:
Artist: Milad Raza Qadri
Album: Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Na
Produced: Oriental Star Agencies Ltd


More Islamic Lyrics

  1. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  2. The Creator Lyrics - Sami Yusuf
  3. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain
  4. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  5. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  6. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  7. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  8. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  9. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain
  10. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  11. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. A Thousand Times Lyrics - Sami Yusuf
  13. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  14. Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics - Aamir Liaquat
  15. The Bright Moon Lyrics - Raef
  16. Oh Allah Lyrics - Tom Robertson
  17. Peace Lyrics - Abdullah Rolle
  18. Special Lyrics - Abdullah Rolle
  19. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  20. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  21. You’re There Lyrics - Raef
  22. He is the One Lyrics - Abdullah Rolle
  23. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  25. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

334 Comments
Newest
Oldest Most Voted
334
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x