Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Allahu Akbar Lyrics

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2
Hum sab par jis ka hai saaya, Woh rehmat ban kar hai aaya
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2

Tu Abdullah ka pyara hai, teray dam say noor yeh sara hai
Tunay rehmat ka myn barsaya, tera sehra huroon nay gaya
Tunay haq ka rasta dikhlaya.

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2

Hum sab pay Teri yeh anayat hai, teri har eik baat sadaqat hai
Teray qandhay pay kamli kali hai, Tu sab dukhiyoon ka wali hai
Tujhay arsh pay Rab nay bulwaya.

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2

Tu Hassan o Hussain ka hai nana, Teray deen ko sab nay hai mana
Kamzor ka boujh uthaya hai, dukhyoon ko galay say lagaya hai
Tunay aala rutba hai paya.

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2

Tu Abdullah ka pyara hai, teray dam say noor yeh sara hai
Tunay rehmat ka myn barsaya, tera sehra huroon nay gaya
Tunay haq ka rasta dikhlaya.

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mosam hai aaya.
Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2

Tunay Sadiq pay bhi karam hai kiya, bin mangay usko itna diya
Dukhiyoon ki jholi bharta hai, Mera Rab woh pura karta hai
Tunay lab say jo bhi farmaya.

Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2
Aie pyare Nabi kay deewano, milad ka mausam hai aaya.
Allah hoo akbar x2
Allah hu akbar x2

Hum sub per jiska hai saaya, Woh rehmat ban kar hai aaya,
Aye pyaray Nabi kay dewano, milad ka musam hai aya.

Allahu akbar x2
Allahu akhbar x2
Allah ho akbar x2

Lyrics Information
Naat Khawan: Farhan Ali Qadri
Album: Aamna Ka Laal Aaya
Naat: Allah Hoo Akbar
Audio: Heera Stereo
D.O.P: Hanif Hunny
Post: 3Knots
Edit: Gohar Hayat
Director: Imran Hayat


More Islamic Lyrics

  1. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  2. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  3. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  4. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  5. Hijab Lyrics - Ahmed Bukhatir
  6. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  7. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  8. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  9. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas
  10. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza
  12. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan Lyrics - Various Artists
  13. Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  14. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  15. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  16. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  17. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  18. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Salaam Lyrics - Sami Yusuf
  21. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  22. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  23. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  24. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  25. Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics - Dhamani Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x