Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics

Idhar bhi nigaahay karam Ghous-e-Azam,
Karo door ranj-o-alam Ghous-e-Azam.

Ghira hoon mein har samt se ranj-o-ghum mein,
khudara karam, kar karam, Ghous-e-Azam.

Wah kiya martaba hai suay bala tera,
Unchay unchoon kay saroon say qadam aala tera,
Jo wali qabl thay baad huey ya houn gay,
Sub adab rakhtay hain dil mein meray aaqa tera,
Sar bhala kya koi janay kay hai kaisa tera,
Aulia mertay hain aakay woh hai talva tera.

Woh rutba tera hai kay jitnay wali hain,
Sabhi tere zair-e-qadam Ghous-e-Azam.

Hai gardan mein teri ghulami ka patta,
Tujhi se hai mera bharam Ghous-e-Azam.

Tera hoon mein tera mere is kahe ka,
Sar-e-hashr rakhna bharam Ghous-e-Azam.

Madinay se najdi bala ko nikalo,
Karo un kay sar ko qalam Ghous-e-Azam.

Mera har maraz door ho jaye piyaare
Karo aisa aakar k dam Ghous-e-Azam.

Mere chaand mera muqaddar sanwaaro,
Bohot ho gaye paich-o-ghum Ghous-e-Azam.

Mujhe khwaab mein aa ke jalwa dikha do,
Karo aaj ki shab karam Ghous-e-Azam.

Nazar jab uthaaoon nazar aaye mujh ko,
Madinay ka dilkash haram Ghous-e-Azam.

Jila paaye ga dil Ubaid-e-Raza ka,
Zara rakh do apna qadam Ghous-e-Azam.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  3. You’re There Lyrics - Raef
  4. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  5. Insha Allah (Turkish Version – ?n?allah) Lyrics - Maher Zain
  6. Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat
  7. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  8. I am Near Lyrics - Native Deen
  9. This Man Lyrics - Tom Robertson
  10. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. Make a Prayer Lyrics - Sami Yusuf
  13. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  14. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  15. Hijab Lyrics - Ahmed Bukhatir
  16. Ask Him Lyrics - Labbayk
  17. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri
  18. You Are My Life Lyrics - Harris J.
  19. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  21. When I Grow Up Lyrics - Zain Bhikha
  22. Awaken Lyrics - Maher Zain
  23. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  24. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  25. Radhitu Billahi Rabba (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

13 Comments
Newest
Oldest Most Voted
13
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x