Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics

1. Kaash Yeh Dua Meri, Moojazay Main Dhal Jaye,
Kaash yeh dua meri, kaash yeh duaa meri
maujaza meh dall jayay

kaash yeh duaa meri, maujaza mein dall jayay

samanay Madina ho, samnay Madina ho
aur dam nikal jaye

Samanay madina ho, aur damm nickal jayah
kaash yeh duaa meri

2. Ham gunah garoon par, aap jo karam kar dein
ham gunnah gaarooh parr, aap jo karam kar dain
aap jo karam kar theh, ham gunnah gaarooh ki
hum gunnah gaarooh kee, zindagi sanwal jayah.


ham gunnah gaarooh kee , zindagee samal jayah
samanay Madina ho, aur damm nickel jayah
kaash yeh duaa meri

3. Wasta nawasoon ka, sadqa Ghouse Azam ka,
Aft-o-bala sari, sab kay sar say tal jaye,
Samanay Madina ho, aur dam nikal jaye

4. Ai meray sakhi Data meri soi kismat bhi,
App kay isharay say, Ya Nabi badal jaye.

Jab guzar rahay hoon hum, pulsirat say Aaqa,
Paoon dagmagaein to khud ba khud sambhal jayein.

5. Panjatan kay sadqey mein, Ho Lahad Madinay main,
HO karam jo Mohsim par, zindagi badal jaye.

——————————–
Other Verses:

rooh raks karthee hai , naam jab sunno un kah
rooh raks karthee hai , naam jab sunno un kah
naam jab sunno un kah

jaam machal machal jai, jaam machal machal jai
dil behel behel jayah , dil behel behel jayah

jaam machal machal , dil behel behel jayah
samanay madina ho , aur damm nickal jayah
kaash yeh duaa meri

un kay thar say ayah jab , hazarey ka parvana
un kay thar say ayah jab , hazarey ka parvana
hazarey ka parvana

talib un kay roza parr , kyue nah sarr ka bal chahay
talib un kay roza parr , kyue nah sarr ka bal chahay

samanay madina ho , aur damm nickal jayah
kaash yeh duaa meri ,maujaza meh dall jayay

samanay madina ho , aur damm nickal jayah
samanay madina ho , aur damm nickal jayah

Urdu Naat Information:

Naat Sharif Reciter (Female): Hooria Rafiq


More Islamic Lyrics

  1. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  2. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  3. Allah Knows Lyrics - Zain Bhikha
  4. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  5. Doori Lyrics - Hamza Namira
  6. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  7. Allah Jaanta Hai Lyrics - Fez Meghani
  8. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  9. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  10. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Hungry Ones Lyrics - Native Deen
  12. The Bright Moon Lyrics - Raef
  13. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  14. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  15. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  16. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  17. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  18. Naat by Hazrat Uthman ibn Affan “Ghani” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  19. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  21. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  22. A Way Of Life Lyrics - Zain Bhikha
  23. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Qasida e Mairaj for Shab e Meraj | Shabe Miraj Lyrics - Special Collection
  25. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of

31 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
31
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x