Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics

Ya Abbas Alamdaar, Ya Abbas Alamdaar (x3)

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas (x2)
Madad kay wastey pohonche wahan wahan Abbas
Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Hussain walon pey kitney hain meherabaan Abbas (x2)
Jahan hussain kahain aah ghaye wahan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas


Hain farkh itna fakhat kerbala ho khaybar mein (x2)
Wo mar ka tha ali ka larey yahan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Sakina bibi sey bachey yeh rowkey kehey tey the (x2)
Alam nazar nahi ata ghaye kahan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Alam key sayeh mei kehetey chlow hussain na hussain (x2)
Khuda key fazal sey hain mir rey karawan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Zahey nasib teri manzilat pey kya kehena (x2)
Rasool zadiyan hain teri nawha khwaan

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Chidhi jow mashq sakina tow aas tutghayi (x2)
Ghirey jow lashkarey aada ki darmiyaan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Furaat aaj bhi dowhra rahi hain mowjo sey (x2)
Tumhari shaan e shujaat key dastaan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas

Wafa ka rakhliya tumney bharam wafa ki qasam (x2)
Ajab wafa ka diya tumney imtehaan Abbas

Pukara dil sey kisi ney jahan jahan Abbas (x2)
Jahan jahan Abbas (x3)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  2. Call On Him Lyrics - Raef
  3. Thank You Allah Lyrics - Maher Zain
  4. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  5. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  6. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  7. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. One Big Family Lyrics - Maher Zain
  9. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  10. Al-Amin Lyrics - Irfan Makki
  11. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  12. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  13. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  15. Peace Lyrics - Abdullah Rolle
  16. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  19. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Healing Lyrics - Sami Yusuf
  21. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  22. Land of Revelation Lyrics - Zain Bhikha
  23. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  24. Mera Iman Ali Hai Ali Lyrics - Dhamani Sisters
  25. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x