Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics


Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
Madiney Mey Bulaatey Ho Bulaatey Yunhi Rehna Tum

Tasawwur Mey Takhayyul Mey Madiney Aatey Jaatey They
Bulaaya Ab Madiney Mey Bulaatey Yunhi Rehna Tum

Gira Hoon Baarey Isyaan Sey Agisnee Ya Rasool Allah
Girey Ko Tum Uthaatey Ho Uthaatey Yunhi Rehna Tum

Gham-e-Ishq-e-Muhammad Mey Rahey Aankhain Hameysha Nam
Pilaatey Jaam e ‘Ulfat Ho Pilaatey Yunhi Rehna Tum

Nazar Key Saamney Haazir Hain Aaqa Aap Ka Mujrim
Mitaao Is Key Jurmo Ko Mitaatey Yunhi Rehna Tum

Mili Iftaar Ki ‘Izzat Mujhey Phir Maah e Ramzan Mey
Khilaya Mujh Ko Qadmon Mey Khilatey Yunhi Rehna Tum

Miley Shab Qadr Ki Ne’mat Shahaa Hamza Key Sadqey Mey
Lutaatey Unka Sadqa Ho Lutaatey Yunhi Rehna Tum

Chala Hoon Phir Madiney Sey Liye Arman Yeh Dil Mey
Bulaana Jald Taibah Mey Bulaatey Yunhi Rehna Tum

Muradain Sab Ney Paayee Hain Isi Sarkaar Mey Aakar
Hansaya Tumney Roton Ko Hansatey Yunhi Rehna Tum

Karam Sey Aap Key Jaaga Pisar Ka Bakhtey Khufta Yun
Dikhaaya Usko Taibah Bhi Dikhaatey Yunhi Rehna Tum

Yeh Maana Mujrimo ‘Aasee Tumhaara Shakir e Noorie
Nibhaatey Isko Rehtey Ho Nibhaatey Yunhi Rehna Tum


More Islamic Lyrics

  1. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  2. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  3. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  4. Dil Karda Allah Allah Lyrics - Umair Zubair Qadri
  5. Bookshelf Lyrics - Gaith Adhami
  6. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya Lyrics - Naat Lyrics
  7. Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain Lyrics - Milad Raza Qadri
  8. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Marhaba Mustafa Lyrics - A. R. Rahman
  10. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi Lyrics - Mohammad Mushtaq Qadri
  11. Bismillah Lyrics - Aashiq al-Rasul
  12. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  13. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri
  14. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  15. One Day Lyrics - Maher Zain
  16. Allah Hu Lyrics - Aashiq al-Rasul
  17. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  18. Faslon Ko Takalluf Lyrics - Nader Khan
  19. Dragged from Karbala Lyrics - Voices Of Passion
  20. Ma?aallah (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  21. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  22. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  23. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  24. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  25. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x