Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat

By: 

Iman Ramzan | Iman Hai Ramadan Lyrics


Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah

Momin ka musalman ka, iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan, ramzan, iman ramdan.

Aamid hai teri aamid e quran ka ailan
Teray liye mehboob e khuda ka hai yeh farman
Amid say teri dakhil e zindan hai shitan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tohid teri shan hai ramadan,
Eman hai Ramzan

Tu aaye to barhta hai azanoon ka taranum
Har dil mein utar jata hai quraan ka taqalum
Sajdoon ka namazoon ka dil o jaan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tuheed teri shaan hai ramazan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Muflis ka masaqeen ka tu rizq rasaan hai
Tuj jaisa koi gayarah maheenon mein kahan hai
Goya kay tu hee surah e rehman hai ramazan

Iman hai Ramzan

Kiya noor ki barsat nazar aati hai har soon
Pheli hai teray aanay say quran ki khushboo
Haan aalim e islam pay ahsan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Aamir tujhay har parah e quraan ki qasam hai
Iman o aaqeday ka yeh ramzan bharam hai
Aie dehnay Muhammad teri muskaan hai ramadan

Iman hai Ramazan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Lyrics Information:
Recited By: Doctor Aamir Liaquat
Written By: Not Available
Produced By: Geo TV


More Islamic Lyrics

  1. Taha Lyrics - Sami Yusuf
  2. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  3. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  4. Shab E Tareh Lyrics - Shahid Baltistani
  5. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  6. By My Side Lyrics - Maher Zain
  7. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  8. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  9. Allah Remains Lyrics - Zain Bhikha
  10. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  11. Aaya Na Hoga Iss Tarha Lyrics - Zulfiqar Ali
  12. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  14. Shafa’a – ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  15. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  16. Salat al-Badriyya Lyrics - Talib al Habib
  17. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Al Qudsu Tunadeena Lyrics - Ahmed Bukhatir
  19. Marhaba Mustafa Lyrics - A. R. Rahman
  20. You And I Lyrics - Irfan Makki
  21. The Remedy Lyrics - Native Deen
  22. Love Who You Are Lyrics - Harris J.
  23. Departure Lyrics - Gaith Adhami
  24. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  25. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson

COMMENTS

Subscribe
Notify of

56 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
56
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x