Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics

sachi baat sikhatay ye hain
seedhi raah chalatay ye hain

naz-e-rooh mein aasani dain
kalma yaad dilatay ye hain

marqad mein bandon ko thpak kar
meethi neend sulaatay ye hain

qasr-e-dana tak kis ki rasaai
jaatay ye hain hain aatay ye hain

thanda thanda meetha meetha
peetay hum hain pilaatay ye hain

faiz-e-jaleel khaleel se poocho
aag mein bagh lagatay ye hain

apnay bharam se hum halkon ka
palla bhari banatay ye hain

laakh balayein karoron dushman
kon bachaye bachatay ye hain

apni bani hum aap bigaarein
kon banaye banaatay ye hain

sallim sallim ki dhaaras se
pul se paar lagatey ye hain

maan jab iklotay ko choray
aa aa keh k bulaatay ye hain

un k haath mein har kunji hai
malik-e-kul kehlatay ye hain

keh do raza se khush ho khush reh
muzda raza ka sunaatay ye hain.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri
Album: Rang Day Moula


More Islamic Lyrics

  1. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  2. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  3. You Are The One Lyrics - Raef
  4. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  6. Hope Survives Lyrics - Sami Yusuf
  7. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  8. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  10. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  11. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  12. Ya Aba Abdillahil Husayn Lyrics - Voices Of Passion
  13. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  14. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  15. Jaaneh Jaanaan Lyrics - Sami Yusuf
  16. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. With You Lyrics - Raef
  18. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  19. Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat
  20. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  22. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  24. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  25. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani

COMMENTS

Subscribe
Notify of

23 Comments
Newest
Oldest Most Voted
23
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x