Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Thandi Thandi Hawa Rehmatoon Ki Chali Lyrics

Thandi thandi hawa rehmatoon ki chali
Ban ke mouj e karam, Mustafa aa gaye.

Hal meri ho gayein khud ba khud mushkalein
Saray aalam kay mushkil kusha aa gaye

Aagaye aagaye Mustafa aagaye…

Amina ka muqadar sanwara gaya
Goud main chand jiski utara gaya
Hoor o ghulman salami ko jhuknay lage
Partay rizwan salle ala aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Dono aalam ki kismat badalne lagi
Noor main sari konain dhalne lagi
Khush muqadar Halima mubarak tujhe
Goud mein teri Khirul Wara aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Ban gayi hai zameen rashk e bagh e jinnah
Sajh gaye asman khil utha gul sitan
Mang lo rehmatein khol lo jholiyan
Denay khairat hajat rawan aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Aaj koi bhi sa’im na khali rahe
Sab muradein milein har musibat talay
Madni aaqa ki aamad ka sadqa mile
Bheek leney ko hum Ya Khuda aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…


More Islamic Lyrics

  1. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  2. You Are My Life Lyrics - Harris J.
  3. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  5. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  6. Mera Sehreyan Wala Akber Lyrics - Dhamani Sisters
  7. You And I Lyrics - Irfan Makki
  8. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  9. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  10. So Soon Lyrics - Maher Zain
  11. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  12. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  13. All It Takes Lyrics - Fez Meghani
  14. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  15. Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai Lyrics - Various Artists
  16. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  17. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  18. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  19. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  21. For the Rest of My Life Lyrics - Maher Zain
  22. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar
  23. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  25. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

186 Comments
Newest
Oldest Most Voted
186
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x