Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai Lyrics - Various Artists

By: 

Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai Lyrics

Chorus:
Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai,
Jo meray Nabi ki sana karey.
Rahey jis mein yaad Hazoor ki,
Mera Rab woh dil bhi aata karey.

Jo maza hai Zikr-e-Habib mein,
Hai kisi, kisi kay naseeb mein.
Wohi ranj-o-gham say bacha rahey, Jo Nabi ko yaad kiya karey.

Chorus

Milay hum ko aisay kareem hain,
Jo azeem say bhi azeem hain.
Woh jo dushmanoon kay liye bhi Aman-o-sakoon ki, dua karay.

Chorus

Mera sukh Madina Paak mein hazari,
Mera dukh Madina Paak say wapasi.
Jo wahan chalo to dua karo, Na wahan say Allah juda kary.

Chorus

Menay App ka naam, jahan liya,
Huwa mujh pay sara jahan fida.
Yeh zahoor banda-e-pur khata, bhala kaisay shukar aata karay.

Naat Information

Recited By: Sahibzada Muhammad Hassan Haseeb-ur-Rehman Sajjada Nasheen Darbar Alia Muhammadia Eid Gah Sharif


More Islamic Lyrics

  1. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  2. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  4. Lughat Al’Aalam Lyrics - Humood Alkhudher
  5. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  7. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  8. Silent Words Lyrics - Sami Yusuf
  9. Selam Sana (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  10. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. El-Midan Lyrics - Hamza Namira
  12. With You Lyrics - Raef
  13. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  15. Radhitu Billahi Rabba Lyrics - Maher Zain
  16. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  18. Medina Lyrics - Maher Zain
  19. Bismillah Lyrics - Native Deen
  20. Palestine Will Be Free Lyrics - Maher Zain
  21. Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  24. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

8 Comments
Newest
Oldest Most Voted
8
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x