Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  2. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  3. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics
  4. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  5. Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  6. Welcome to Madinah Lyrics - Khaleel Muhammad
  7. Jannah Lyrics - Maher Zain
  8. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  9. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari Lyrics - Naat Lyrics
  10. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  11. Healing Lyrics - Sami Yusuf
  12. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  13. Kya Mahekte Hain Mahekne Wale Lyrics - Naat Lyrics
  14. Salat al-Badriyya Lyrics - Talib al Habib
  15. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  16. C’mon Everybody Lyrics - Zain Bhikha
  17. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  18. Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Without You Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  20. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  21. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  22. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  23. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  24. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x