Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat

By: 

Ramzan Assalam | Ramzan Asalam | Mehmaan Ramadan Lyrics

Assalam, Asalam, Asalaam, Aasalam
Air remat e azeem kay mehman assalam
Quran kay nazool kay saman asalam,
Ramzan Assalam, Aie Ramzan Asalam.

Anwar e mustafa ka ujala liye huey
Humday khuda ka saath hawala liye huway.
Tu aagaya hai aie mah e zeshaan assalam.
Ramadan Assalam, Aie Ramazan Asalam.

Kyun na tujhay salaam karein arsh ore zameen
Teray sabab say sajdoon main jhuknay lagein jabeen


Juzdaan mein rahay nahin Quran assalam
Ramadaan Assalam, Aie Ramdan Asalam.

Punjgana ho namaz kay har jo zakat ho
Hum sab rajoh kerat hain rehman ki taraf
Lekin karam ki had hai yeh Rab e Kareem ki
Ramzan chal kay aata hai insaan ki taraf

Phir masjidoon main ronakein aabad ho gayein
Bholi hoyi aabadatein phir yaad ho gayein
Hum per bara hai tera yeh ehsan asalam
Ramaadan Assalam, Aie Ramazan Asalam.

Sad shuker teray saath hai, pegham e eid bhi
Yani kay teray baad hai rozay saeed bhi
Kehtay hai tujh ko Aamir or Rehan asaalam
Ramadan Assalam, Aie Ramzan Asalam.

Lyrics Information:
Recited By: Doctor Aamir Liaquat
Written By: Not Available
Produced By: Geo TV


More Islamic Lyrics

  1. Packed at All Lyrics - Native Deen
  2. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  3. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  4. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Ring in the Desert Lyrics - Gaith Adhami
  6. Marhaba Lyrics - Nader Khan
  7. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  8. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  9. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  10. Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai Lyrics - Various Artists
  11. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  12. Aicha Lyrics - Outlandish
  13. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  15. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali
  16. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  18. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  19. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  20. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  21. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  22. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  23. Ya Rasul Allah (Part 2) Lyrics - Sami Yusuf
  24. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  25. Al Ajal Al Ajal Lyrics - Dhamani Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of

61 Comments
Newest
Oldest Most Voted
61
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x