Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Noor Wala Aya Hai Lyrics in Urdu & Roman English

Noor wala aya hai, noor lay ker aya hai
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaya hay.


noor wala aya hai
Noor wala aya hai, noor lay ker aya hai
Saray aalam pay yeh daikho kaisa noor chaya hay
Assalatu wassalamu ‘alayka Ya Rasulallah
Assalatu wa as-salamu ‘alayk’alayka Ya Habib Allah.
jab talak yeh chand taray
Jab talak yeh chand taray jhil milatay jayein gay
Tab talak jashn e wiladat hum manatay jayein gay.
naat e mehboob e khuda suntay
Naat e Mehboob e Khuda suntay sunatay jaein gay
ya Rasulallah ka nara lagatay jaein gay.
char janib hum diye ghee kay
Char janib hum diye ghee kay jalatay jaien gey
Ghar to ghar saray mohalay ko sajatey jaien gey.
eid e milad un nabi ki shab
Eid e Milad un Nabi ki shab e charaghan kar kay hum
Qabar noor e Mustafa say jagmagatay jayein ghay.
tum karo jashn e wiladat ki khushi
Tum karo jashan e wiladat ki khushi main roshani
Woh tumhari gor teera jagmagatay jayein ghay.
hashr mein zairay liwae hamd
Hashr mein zairay liwae hamd aye Attar hum
Naat e Sulatan e Madina gun’gunatay jayein gay.

Naat Lyrics Information
Naat Khawan: Farhan Ali Qadri
Naat: Noor Wala Aya Hai
Album: Noor Wala Aaya Hai
Album Subtitle: Marhaba Ya Mustafa
Released: Heera Stereo
Audio: Heera Studio
Language: Urdu


More Islamic Lyrics

  1. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  2. First We Need the Love Lyrics - Zain Bhikha
  3. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi Lyrics - Naat Lyrics
  4. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  5. Qasim Di Mehndi Agae Lyrics - Shahid Baltistani
  6. Make Me Strong Lyrics - Sami Yusuf
  7. Tuntunku KepadaMu Lyrics - Maher Zain
  8. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  9. Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  11. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  12. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  13. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  14. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  15. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  16. Hope Survives Lyrics - Sami Yusuf
  17. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  19. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  20. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  21. It’s a Game Lyrics - Sami Yusuf
  22. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  23. Al-Mu’allim Lyrics - Sami Yusuf
  24. A Child’s Prayer Lyrics - Zain Bhikha
  25. Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics - Milad Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

195 Comments
Newest
Oldest Most Voted
195
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x