Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics - Zulfiqar Ali

By: 

Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA
BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

1. HAI AARIFON KO HAIRAT AUR MUNKIRON KO SAKTA
2. HAR DIL PE CHA RAHA HAI, ROBO JALAL TERA

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA
BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

3. GO HUKM TERE LAKHON, YAN TAAL TE RAHEY HAIN
4. LEKIN TALANA HARGIZ, DIL SE KHAYAL TERA

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA


BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

5. UNKI NAZAR MEIN SHAUKAT, JACHTI NAHIN KISI KI
6. ANKHON MEIN BAS RAHA HAI, JIN KE JAMAL TERA

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA
BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

AUTHOR: MAULANA HASAN RAZA KHAN BARELVI

MEANINGS:
LINE 1: SAKTA = TO STAND STILL
LINE 3: GO = AGAR CHE
LINE 5: SHAUKAT = USKI BARAI AUR AALI SHAAN


More Islamic Lyrics

  1. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  2. Allahi Allah Kiya Karo Lyrics - Maher Zain
  3. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  5. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  6. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  7. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  8. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  9. Free Lyrics - Zain Bhikha
  10. Holy Water Lyrics - Gaith Adhami
  11. Redemption Song Lyrics - Raef
  12. Mitho Naalo Muhammad Jo Lyrics - Farhan Ali Qadri
  13. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  15. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  16. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  17. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  18. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  20. Ya Rasul Allah (Part 2) Lyrics - Sami Yusuf
  21. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  22. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  23. Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  24. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  25. Tanam Farsooda Jaan Para Lyrics - Zulfiqar Ali

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x