Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi Lyrics

1. UTHI NAZAR TO ROOWE NABI PER THAHER GAYI
2. DIL KYA SANVAR GAYA MERI QISMAT SANVAR GAYI

3. HIJREY NABI MEIN AAH KAHAN BEY ASAR GAYI
4. TAR PE JO HUM YAHAN TO MADINEY KHABAR GAYI

5. ARSH SE NOOR CHALA AUR HARAM TAK PAHONCHA
6. SILSILA MERE GUNAHON KA KARAM TAK PAHONCHA

7. TERI MIRAJ KE TU LOH-O-QALAM TAK PAHONCHA
8. AUR MERI MIRAJ KE MAYN TERE QADAM TAK PAHONCHA


9. JO UNKE ZIKR KI MEHFIL SAJAE BAITHE HAIN
10. WOH DILON KO APNE MADINAH BANAE BAITHE HAIN

11. YEH KEH GAYA HAI KOI AAKE MERE KANON MEIN
12. NAZAR SE DEKH KE SARKAR AAEY BAITHE HAIN

13. TARIF JO MAYN KARTA HUN KHAYRUL ANAM KI
14. IZZAT BULAND HOTI HAI MERE QALAM KI

15. MERI LAHAD MEIN LAENGEY TASHRIF MUSTAFA
16. ADAT BANA RAHA HUN DUROODO SALAAM KI

PARHIYE:- SALLEY ALA NABIYENA, SALLEY ALA MUHAMMADIN
SALLEY ALA SHAFIYENA, SALLEY ALA MUHAMMADIN


More Islamic Lyrics

  1. Durood Shareef Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Believe (Acoustic Version) Lyrics - Saif Adam
  4. Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawasi Lyrics - Nadeem Sarwar
  5. Tuntunku KepadaMu Lyrics - Maher Zain
  6. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  7. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics
  8. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  9. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  10. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  11. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  12. Subhanallah (Subhan Allah) Lyrics - Khaleel Muhammad
  13. Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics - Akram Aslam Sabri
  14. Dardo Alam Ke Mare Lyrics - Naat Lyrics
  15. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  16. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  17. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  18. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  19. Naat by Hazrat Aisha Siddiqa “Umm al-Mu’minin” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  20. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  21. Ya Hanah Lyrics - Hamza Namira
  22. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  23. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  24. You Came To Me Lyrics (feat. Dato’ Siti Nurhaliza) Lyrics - Sami Yusuf
  25. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x