Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics

(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2 ya gharibi ya hussain
Ya hussaina ya imamal mazlumeena ya hussaina ya imamal masumeena
Ya hussaina
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

1. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

2. Rab ki raza se jisne gardan katayi, deen-e- nabi ki jisne laaj bachayi
(Har ghar mei jiska farshe matam bicha hai) x2
Roti hai jiske gham mei sari khudaai
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

3. Mehman kar ke usko kufa bulaaya bayyat-e-yazid ka woh masla uthaaya
(Bole hussain kabhi mei naa karunga) x2
Sajde mei jisne apne sar ko kataya
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

4. Zehra aur haider jiska jhula jhulaye, khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye
(khaali sawaali jiske ghar se naa jaaye) x2
Hal min ki deta hai woh ban mei sadaayein
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

5. Akbar sa beta diya ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mei jiski kamaayi
(Ab bhi gawa hai uski shaam-e- gharibaa(n)) x2
Apne lahu se shamma dee(n) ki jalaayi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

6. Koyi naa dekha hamne aisa namaazi, deen-e-nabi pe jisne har shay’ lutayi
(Phool bahatar diye raahe khuda mei) x2
Sab kuch lutake kiya Allah ko raazi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

7. “Jawaad-o-Mesum” uska matam hai ghar ghar, roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar
(Phera gaya hai jiski gardan pe khanjar) x2
Chini gayi hai jiski behna ki chadar
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

8. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  2. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  3. A Thousand Times Lyrics - Sami Yusuf
  4. My People Lyrics - Yusuf Islam
  5. Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics - Aamir Liaquat
  6. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  7. Ibn El-Watan Lyrics - Hamza Namira
  8. Abbas (AS) Meer E Lashkaram Lyrics - Mesum Abbas
  9. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  10. Subhana Allah (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  11. Ya Rabbee Lyrics - Adam Ali
  12. Jashne Aamede Rasool Lyrics - Shaam
  13. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  14. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  15. Rab Farmaya Mahbooba Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Jannah Lyrics - Maher Zain
  17. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  18. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  19. Doori Lyrics - Hamza Namira
  20. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  21. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. First We Need the Love Lyrics - Zain Bhikha
  23. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  24. Imagine A Day Lyrics - Labbayk
  25. Ya Taybah Lyrics - Native Deen

COMMENTS

Subscribe
Notify of

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x