Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds

By: 

Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics


TERI ZAAT PAAK HAI AEY KHUDA
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK HAI AEY KHUDA
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
NAHIN TUJH SA KOI BHI DUSRA
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK

TERA ZIKR HI TO NAMAAZ HAI
TERI YAAD HI TO NIYAZ HAI
BARI SEHAL HAI TERI BANDAGI
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK

KABHI MAST DEKH KE PHOOL KO
KABHI TERE HUSN QUBOOL KO
YEHI KEH RAHI HAI KALI, KALI
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK

JIS SE CHAHEY HOSH MEIN LAE TU
JIS SE CHAHEY MAST PHIRAE TU
TUHI HOSH DEY TUHI BEKHUDI
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK

TERE HUKM SE JO HAWA CHALI
TO CHITAK KE BOLI KALI, KALI
HAI KARIM TU HAI RAHIM TU
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK

TERA DAALI, DAALI MEIN WASF HAI
TERI PATTEY, PATTEY MEIN HAMD HAI
TERA GHUNCHEY, GHUNCHEY MEIN RANGO BOO
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK

TERA JALWA DONON JAHAN MEIN HAI
TERA NOOR KOUNO MAKAA’N MEIN HAI
YAHAN TU HI TU WAHAN TU HI TU
TERI SHAAN JALLA JALALUHU
TERI ZAAT PAAK


More Islamic Lyrics

  1. Karam Karam Mola Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  4. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  5. Alwida Alwida Mahe Ramzan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  6. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  7. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Khair Karam Wala Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  9. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. Ammu Jannam Lyrics - Fatemah Ladak
  13. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  15. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  16. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  17. Lay Down Your Head Lyrics - Zain Bhikha
  18. For the Rest of My Life Lyrics - Maher Zain
  19. Ma?aallah (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  20. He Is There Lyrics - Sami Yusuf
  21. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  22. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  23. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  24. Shine Lyrics - Sami Yusuf
  25. Freedom Will Come Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

13 Comments
Newest
Oldest Most Voted
13
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x