Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Mere Zanjeer Na Kehncho Sakina Jaag Jaye Gi Lyrics

Haye Sajjad Muhari haye Bimaar muhari x2

Machao shor na logo sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

1. Kabhi Bachi ko takta hai kabhi aansoon bahata hai
Dar-e-Zindan pe betha musafir sabse kehtaa hai
zaraa aaram se guzro sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

2. Kisi bhi Zulm ke jo aah ki khatir wo lab khulte
Tarap ker Abid-e-bimar ye kehta thaa hoto se
agar ye aah nikli to sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

3. Agar Aulaad wale ho tumhe ye sab pataa hoga
adhoori neendh se uth jaye jo bachi to kiya hoga
khudara shimr ko roko sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

4. Abhi Zindan me hojayega kohraam phir barpa
who aahat simt ke samjegi ke shayed aa gaye baba
Dar-e-Zindan naa kholo sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

5. Ye wadaa hai meraa pani nahi mangooga me tum se
wo jab uthtjaya to jee bhar ke beshak maar na dure
abhi bekas ko na maro sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

6. Abhi azad ho tum qayd ke matlab ko kiya jano
parindo chordo zindan meri iltejaa maango
chale jawoo naa yu chehko sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

7. Sar-e-Zinda sakina ko kazaa ki neend kiyaa aayi
kisi se kuch nahi kehtaa hai is mazloom ka bhayi
ke ab ye der nahi usko sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

8. Agar Aulaad wale ho tumhe ye sab pataa hoga
adhoori neendh se uth jaye jo bachi to kiya hoga
khudara shimr ko roko sakina Jaag Jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2

9. Saf-e-matam se abid ka ye Akbar bayn aata hai
Isse bas baap ke purse mei hi ab cheyn aata hai
Sada matam ki na roko, Sakina jaag jayengi
Meri Zanjeer Na Khencho sakina Jaag Jayengi x2
Haye Sajjad Muhari haye Bimaar muhari x2

Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  2. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  3. Go Lyrics - Sami Yusuf
  4. Man In The Mirror Lyrics - Raef
  5. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  6. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Worry Ends Lyrics - Sami Yusuf
  8. Maula Ya Salli Wa Sallim Lyrics - Aamir Liaquat
  9. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  10. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  11. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  12. Duas from Quran Lyrics - Islamic Duas
  13. With You Lyrics - Raef
  14. Wedding Nasheed Lyrics - Labbayk
  15. Aaqa Lyrics - Abida Parveen
  16. The Most Beautiful Names Lyrics - Nader Khan
  17. Tajdar e Haram Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. The One Lyrics - Harris J.
  20. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  21. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  22. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  23. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  24. Asmaa Al-Husna Lyrics - Aashiq al-Rasul
  25. Mawlaya Lyrics - Raef

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x