Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics

Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye,
Taqdder Apni Chamkaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Jab Paish-e-nazar Ho Mere Minaar-o-gumbad Tere
Mein Ghash Kha Kar Gir Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Phir Zair-e-gumbad-e-khazra Ro Ro Kar Dast Basta
Sub Haal Mein Tujh To Sunaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Dil Ko Apnay Samjha Kar Deedar Ki Aas Dila Kar
Ro Ro Kar Mein So Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Woh Khoaab Mein Jalwa Dikhaein Aye Kaash Karam Farmayein
Mein Qadmon Mein Gir Jaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye

Hai Dil Ka Ubaid Ye Armaan Phir Ban Kar Un Ka Mehmaan
Darbar Mein Naat Sunaaoon Woh Waqt-e-mubarak Aaye.

Nasheed Information:

Artist: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  2. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  3. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  4. Allah Lyrics - Shpend Limani
  5. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  6. Bismillah Lyrics - Native Deen
  7. He is One Lyrics - Tom Robertson
  8. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  9. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  10. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  11. Tell Me Lyrics - Aashiq al-Rasul
  12. Du’a Lyrics - Sami Yusuf
  13. A New Day Lyrics - Labbayk
  14. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  15. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  16. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Extracts of Qasida Burda Lyrics - Various Artists
  18. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  19. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Good Life Lyrics - Harris J.
  21. Allah Ke Huzoor Mein Sar Ko Jhuka Ke Dekh Lyrics - Naat Lyrics
  22. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Lyrics - Naat Lyrics
  23. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  24. Oh Lord Lyrics - Abdullah Rolle
  25. Endless Bounty Lyrics - Noor

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x