Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics

Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
Jaan-o-dil Tum (Peace be upon him) par fida, aie do jahan kay sardar/tajdaar (Peace be upon him).

Mein akela aur masail zindagi kay baishumar,
App hi kuch kijiye na, aie Shahe-aali-waqar (Peace be upon him).

Yaad aata hai tawaffe Khana Kaaba mujhay,
Aur lipatna Multazan say walihana (uncontrolled) bar bar (again and again).

Sange aswad choom kar milta mujhay kaifo surror/sukoon,


Chain pata deikh kar dil mustajabo mustajar.

Ya Khuda (SWT – Subhana Wa Ta’ala) dikhla hateem pak Meezabo Maqam,
Aur Safa Marwa mujhay behray Rasool-e-zewaqar (Peace be upon him)..

Jaraha hai kaafila Taiba nagar (village/town) roota (crying) hua,
Mein raha jata hoon tanha (lonely) aie Habib-e-kirdgar (Peace be upon him).

Jald phir Tum (Peace be upon him) lo bula, aur Sabz Gunbad do dikha,
Hazari ki arzoo nay kar diya phir beqarar (uncontrolled).

Choom kar Khaqay Madina (Madina Sand), jhoomta phirta tha mein,
Yaad aatay hain Madinay kay mujhay lailonahar.

Ghumbade Khazra kay jalway aur woh iftarian (breaking Fast),
Yaad aati hai bohat Ramadan e Taiba ki bahar (Beautifulness).

Ya Rasoolallah (Peace be upon him). sun lijiye meri faryaad (begging) ko,
Kon hai jo kay sunay Teray (Peace be upon him). siwa meri pukaar.

Hall par meray karam ki eik nazar farmiye,
Dil mera ghamgeen (sad) hai aie ghmzadoon (Helper) kay Ghamgusar (Peace be upon him).

Kafilay walo suno, yaad aaie to mera Salaam (Greeting means: Hi),
Arz kerna rotay rotay (while crying) ho sakay to bar bar (again and again).

Ghamzada (sad) yoon na hua hota Ubaid-e-Qadri (Name of the Writter),
Eik baras (moment) bhi dekhta agar Sabz Gunbad ki bahar (Beautifulness).

Naat Khawan: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk
  2. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  3. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics
  4. Mother (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  5. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  6. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  8. Welcome to Madinah Lyrics - Khaleel Muhammad
  9. Allah Knows Lyrics - Zain Bhikha
  10. Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi
  11. Neredesin (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  12. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  13. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  15. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  16. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  17. Allah, what a mighty heart Lyrics - Voices Of Passion
  18. The Power Lyrics - Maher Zain
  19. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  20. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Ya Rasoolallah Pukaro Ya Rasoolallah Lyrics - Milad Raza Qadri
  22. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  23. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha
  25. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

84 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
84
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x