Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics

Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Aie shafi e ummam, muhtaram muhtasham,
Sheh e bala o naam, roshani e haram
Tere zere qadam, arsh o kuri qalam
Ik nigah e karam, bey sahara hain hum
Ab nahin tab e gham, ho gayi aankh naam
Ik nigahe aata, ik nigah e aata.


Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Yeh zameen aasman, masnad e qudsiyaan,
Roshni kehkashan, rang o boo gulsitan,
Rehmat e inso jaan, zeenat e do jahan,
Rahat e aashiqaan, baisay e kulfiqan,
Zindagi ka nishaan, hai tera aasitaan,
Malik e do sara, ek nigahe aata.

Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi, Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Hai teri ibtida, sidra tul muntaha,
Aur teri intaha, sirf janay Khuda,
Tere dar ke gada, do jahan say siwa,
Tu jisay mil gaya, woh Khuda say mila,
Ik nazar rab shaha, ho idhar bhi zara,
Chahatay hain gada, ek nigah e aata.

Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…

Khatam ho fasla, dar pay apne bula,
Hijr ka honsla, aur kahan main bhala,
Noor e Rab ul Ula, hai ajab marhala,
Waqat e Karbobala, hai mera kafila,
Hai karam warmala, bakhsh unko jila,
Dil ko kar aaina, ik nigha e aata.

Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Salle ala, salle ala… salle ala, salle ala…
Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…
Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa…
Syedi Syedi, Mustafa Mustafa…


More Islamic Lyrics

  1. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  2. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  3. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  4. The Power Lyrics - Maher Zain
  5. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  6. Ibn El-Watan Lyrics - Hamza Namira
  7. Haider Haider Lyrics - Dhamani Sisters
  8. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  9. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas
  10. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  12. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. A Child’s Prayer Lyrics - Zain Bhikha
  14. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. So Real Lyrics - Raef
  17. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  18. Ben Yürürüm Yane Yane Lyrics - Sami Yusuf
  19. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  20. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  21. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  22. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  23. Barakah Lyrics - Sami Yusuf
  24. Kam Tashtaki Lyrics - Ahmed Bukhatir
  25. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x