Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Tajdaar-e-Haram Lyrics (Salaam)


Tajdaar-e-haram ey shehenshah-e-deen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Ho nigah-e-karam ham pey sultan-e-deen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Door reh kar na dam toot jaey kaheen
Kash taiba main ey merey mah-e-mobeen
Dafn ho nay ko mil jaey do gaz zameen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Koi husn-e-amal paas mere naheen
Pas na jaoon qayamat main mola kaheen
Ey shafi-e-umam laaj rakna tumhee
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Donon alam main koi be tum sa naheen
Sab haseenon sey bar kar tumhee ho haseen
Qasim-e-rizq-e-rab-ul-ula ho tumhee
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Maut kay waqt kar do nigah-e-karam
Kash is shaan sey yeh nikal jaey dam
Sang-e-dar pey tumharay ho meree jabeen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam

Pir bulalo madinay main attar ko
Apnay qadmon main raklo gunahgaar ko
Koi is kay siwa arzoo hee naheen
Tum pey har dam karoroon durood-o-salaam


More Islamic Lyrics

  1. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  2. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  4. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  5. Masha Allah Lyrics - Maher Zain
  6. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  7. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  8. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  9. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  10. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  11. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics - Naat Lyrics
  13. Khair Karam Wala Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  14. Dam Hama Dam Ali Ali Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  16. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Ya Rabbee Lyrics - Adam Ali
  18. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  19. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  20. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  22. Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi
  23. Free Lyrics - Zain Bhikha
  24. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  25. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x