Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun Lyrics


Mujhe do bheekh ulfat ki madine main chala aaun
Mere aaqa mera armaan yahi ab tak adhura hai

Teri rehmat ka qatra paane wale tajdaron ki
Teri azmat ka jalwa dekhne wale hazaron ki
Teri midhat bayan karte karodon sukhanwaron ki
Kalam chalti rahi lekin kalaam ab tak adhura hai

Tere roza e aqdas ki tamanna rakhne walon ki
Tere rozey ki jaali chum aayein un khayalon ki
Sabhi sattar hazaron ki sabhi umeed walon ki
Dua chalti rahi lekin dawam ab tak adhura hai

Mere allah tere bande ki khwahish chhut na paye
Tere mehboob ki nagri ki hasrat ruthh na paye
Faqat tab tak meri saanson ki ladiyan toot na paye
Duago hasratein meri muqam ab tak adhura hai

Sabhi kaamon se afzal hai ghulami tere dar ki khoob
Kahe fir kyun mujhe koi adhura hai tera mansoob
Ghulami tere dar ki kaash mil jaye mujhe ‘mehboob’
Na keh paye koi tera ghulam ab tak adhura hai

Mujhe do bheekh ulfat ki madine main chala aaun
Mere aaqa mera armaan yahi ab tak adhura hai

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  2. Pearl Lyrics - Sami Yusuf
  3. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  4. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  5. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani
  6. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  7. So Soon Lyrics - Maher Zain
  8. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  9. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  10. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  12. Huzoor Mujrim Khara Hai Dar Per Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Ignorant Minds Lyrics - Tom Robertson
  14. Hear Your Call Lyrics - Sami Yusuf
  15. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  17. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain
  20. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  21. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Treachery repeating in Kufa Lyrics - Voices Of Passion
  23. Mast Qalandar Lyrics - Sami Yusuf
  24. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  25. Not Afraid To Stand Alone Lyrics - Native Deen

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x