Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri

By: 

Falak Kay Nazaaro Lyrics


Falak ke nazaro zameen ki baharo,
Sub Eidein manao Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Uttho bay karao, chalo bay saharo,
khabar ye sunao Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Anokha niraala woh zee shaan ayaa,
Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa,

Aray baadshaho aray kaj kula’ho,
Nigahein jhukao Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Sama hai sana e Habeeb e Khuda ka,
Yeh Milad hai Sarwaray Ambiya ka,
Nabi kay gadao, sab eik doosray ko,
Mubarak yeh sunao, Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra,
Ujaala ujaala, sawera sawera,
Halima ko pohnchi khabar Aaminah ki,
mere ghar main khair ul wara agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Kahaan mai Zahuri, kahaan unki batein,
Karam hi karam hain, ye din aur ratein,
Jahaan pay bhi jaao, dilaun ko jagao,
yah kehtay hi jaao, Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ke,
fizaun mein naghmaat Salle’Alla ke,
Daroodaun ke gajrey salamaun ke tohfay,
Ghulamo sajaao, Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Lyrics information
Artist: Hafiz Abid Qadri
Album: Noor Ka Jhanda Lehraya Hai
Production: QTV


More Islamic Lyrics

  1. Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. Dua Ganjul Arsh Lyrics - Islamic Duas
  3. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle
  4. Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics - Aamir Liaquat
  5. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  7. Jab Aaye Jahan Main Muhammad Lyrics - Akram Aslam Sabri
  8. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  9. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics
  10. Qabu Mein Nahin Rehtay Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  11. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  12. One Day Lyrics - Maher Zain
  13. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  14. Go Lyrics - Sami Yusuf
  15. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  16. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  17. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  18. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  19. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  20. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  21. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  22. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  23. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  24. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  25. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

100 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
100
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x