Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics


Rukh sey kakul hata diya tu nay
Ham ko bekhud bana diya tu nay

Rukh-e-zaiba kee ik jhalak sey habib
Raat ko din bana diya tu nain

Koi armaan ab naheen baaqi
Khaak main sab mila diya tu nain

Na rahee kuch khabar sar-o-pa
Jaam aesa pila diya tu nain

Meree baaton pey log hastay hein
Kiya tamasha bana dia tu nain

Ta qayamat kabhi na acha ho
Rog aesa laga diya tu nain

Koi awaaz ab naheen bhaati
Raag aesa suna diya tu nain

Apnay chehray kay aik darshan main
Muj ko kiya kiya deka diya tu nain

Apnee zulfon kee aik pechan main
Muj ko kiya kiya deka diya tu nain

Kuch naheen yaad ab to madni ko
Yaad jo tha bhula diya tu nain


More Islamic Lyrics

  1. Good Life Lyrics - Harris J.
  2. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Allah Almighty Lyrics - Ahmed Bukhatir
  4. The Remedy Lyrics - Native Deen
  5. Close To You Lyrics - Maher Zain
  6. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  7. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  8. Guide Me All the Way Lyrics - Maher Zain
  9. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  10. Valley of Musk Lyrics - Gaith Adhami
  11. Insha Allah (Turkish Version – ?n?allah) Lyrics - Maher Zain
  12. Lagiyan Ne Mojan Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  14. Allahu Lyrics - Irfan Makki
  15. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  17. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  18. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  19. 99 Names of Allah Lyrics - Kamal Uddin
  20. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. The Quest Lyrics - Nader Khan
  22. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  23. Mitho Naalo Muhammad Jo Lyrics - Farhan Ali Qadri
  24. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Let Me Breathe Lyrics - Harris J.

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x