Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk

By: 

Dunya Ke Ay Musafir Lyrics

Chorus:
Dunya ke ay musafir
Manzil teri qabar hai
Tai kar raha hai jo tu
Do din ka ye safar hai

dunya bani hai jab se
laakhon karoro aaye x2
baaqi raha na koi
mitti mein sab samaaye x2
is baat ko na bhulo
sab ka yahi hashr he

Chorus

aankho se tu ne apne
kitne janaaze dekhe x2
haathow se tu ne apne
dafnaaye kitne murday x2
anjaam se tu apne
kyun itna bekhabar hai

Chorus

makhmal pe sonay waale
mitti mein so rahe hai x2
shaaho gada barabar
ek saath so rahe hai x2
dono huwe baraaber
yahi maut ka asar hai

Chorus

Ye aali shaan bunglay
kuch kaam ke nahi hai x2
ye oonchi oonchi imaarat
kuch kaam ki nahi hai x2
do gaz zameen ka tukra
chota sa tera ghar hai

Chorus


More Islamic Lyrics

  1. Muhammad (pbuh) Lyrics - Maher Zain
  2. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Gaza Lyrics - Native Deen
  4. Ring in the Desert Lyrics - Gaith Adhami
  5. 25 Prophets Lyrics - Zain Bhikha
  6. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali
  7. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  8. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. You Are My Life Lyrics - Harris J.
  10. Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Ehlam Ma’aya Lyrics - Hamza Namira
  12. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  13. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  14. Close To You Lyrics - Maher Zain
  15. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  16. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  17. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  18. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  19. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  21. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  22. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  23. Ab Meri Nigahoon Main Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  24. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  25. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x