Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Raastein Saaf Bataein Lyrics

Raasatei Saaf batatay hein kay app aatay hain
Hum to mehfil ko sajatay hain kay app atay hain.

Ahl-e-dil geet yeh gatay hain kay App (SAW) aatay hein
Aankh rahoon mein bichatay hain kay Aap (SAW) atay hain.

Hum to mehfil ko sajatay hain kay app atay hain…

Unki aamad kay pyami hain sabah kay jhonkay
Phool shakhoon ko hilatay hain kay app aatay hain.

Hum to mehfil ko sajatay hain kay app atay hain…

Unkay jalwoon say nikharnay lagi dil ki ronak
Meri taqdeer jagatay hein kay app atay hein.

Hum to mehfil ko sajatay hain kay app atay hain…

Marhaba salle ala ki hain sadaein har soun
Youme milad manatay hein kay app aatay hein.

Hum to mehfil ko sajatay hain kay app atay hain…

Chand taroon mein Nasir aaj bari hal chal hai
Hum ko aasar batatay hein key ap aatay hain.

Hum to mehfil ko sajatay hain kay app atay hain.
Rasatay Saaf batatay hein kay app aatay hain.

Urdu Dua Information:

Sana Khawan: Owais Raza Qadri
Album: Allah Hu Allah


More Islamic Lyrics

  1. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  2. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan
  3. Freedom Will Come Lyrics - Zain Bhikha
  4. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  5. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  6. Kun Anta Lyrics - Humood Alkhudher
  7. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  8. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  9. Habibi Ya Rasool Allah Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Your Mother Lyrics Rashid Bhikha Lyrics - Yusuf Islam
  11. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  12. Special Lyrics - Abdullah Rolle
  13. Greatest One Lyrics - Native Deen
  14. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  15. Your Mercy Lyrics - Raef
  16. He is One Lyrics - Tom Robertson
  17. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  18. Marhaba Ya Rasoolallah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Al Ajal Al Ajal Lyrics - Dhamani Sisters
  20. The Path of a Traveller Lyrics - Labbayk
  21. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  22. Tere Qurbaan Nabi Nazar e Karam Hum Pe Huyi Lyrics - Naat Lyrics
  23. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  24. Chamka Mah e Noor Ka Hilal Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

3 Comments
Newest
Oldest Most Voted
3
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x