Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics


Wo jo haal e khasta they hausley
Wo shabab ban ke machal gaye
Suna jab se un ki rasai hai
Mehshar me, din ye badal gaye

Jo girey they un ko uthha gaye
Jo they rotey un ko hansa gaye
Chali rehmatein sang har qadam
Wo jahan gaye wo jidhar gaye

They bujhe bujhe se naseeb or
Na dilon me thi kabhi roshni
Jo uthi jamal e nazar teri
To bujhe charag bhi jal gaye

Fansa jab safeena bhanwar kabhi
To pukaarney ki thi dair bas
Kaha al madad mushkil kusha
They fansey bhanwar se nikal gaye

Bulwaya haq ne meraaj e arsh
Badhi jab talab teri deed ki
Karun kya main ke teri deed ho
Yahi soch sham o shahar gaye

Suntey hain apno ki ghairon ki
‘ Mehboob ‘ naaz nabi pe hai
Qurbaan tum pe hon kyun na hum
Gham raahaton me jo dhal gaye

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  2. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters
  3. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  4. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  5. Salatullah Lyrics - Labbayk
  6. Ya Nabi Lyrics - Sami Yusuf
  7. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  8. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  9. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  10. Zainab Ka Wasta Lyrics - Dhamani Sisters
  11. 25 Prophets Lyrics - Zain Bhikha
  12. This Worldly Life Dunya Lyrics - Maher Zain
  13. Muhammad (P.B.U.H) Lyrics - Ahmad Hussain
  14. Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi
  15. Asmaa Al-Husna Lyrics - Aashiq al-Rasul
  16. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  17. Subhanallah Lyrics - Labbayk
  18. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  19. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  20. One Big Family Lyrics - Maher Zain
  21. Always Be There (French) Lyrics - Maher Zain
  22. Forgive Me Lyrics - Maher Zain
  23. I am Near Lyrics - Native Deen
  24. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  25. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x