Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Aaqa Ka Milad Aaya Part 1 Lyrics

Ya RasoolAllah Ya HabibAllah
Salla Alaika Ya RasoolAllah
Wassallam Alaika Ya HabibAllah
Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah

Charoon Taraf Noor Chaya,
Aaqa Ka Milad Aaya,
Khushiyon Ka Pegham Laya,
Aqa Kaa Milad Aya.
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah,
Allah, Allah, Allah, Allah, Allah, Allah.

Shams-O-Qamar Aur Taaray,
Kyun Na Hon Khush Aaj Saaray,
Unsay He To Noor Paaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Khushiyan Manatay Hain Wohi,
Dhoomain Machatay Hain Wohi,
Jin Par Hua Unka Saaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Ghar Ko Sajatay Hain Wohi,
Jhanday Lehratay Hain Wohi,
Jin Par Hua Unka Saaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Hai Shaad Har Ek Muslimaan,
Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan,
Galiyoon Ko Bhi Jagmagaya,

Aaqa Ka Milad Aaya…

Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhein,
Noori Bashar Jaanay Jou Unhe,
Naara Ussi Nay Lagaya,

Aaka Ka Milad Aya…

Please continue to Part#2 to listen and view the full naat lyrics.
Part-2 Link: Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2 of 2]

Naat Information:
Sana Khuwaan: Owais Raza Qadri
Kalaam By: Obaid-E-Raza


More Islamic Lyrics

  1. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  2. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  3. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  4. First We Need the Love Lyrics - Zain Bhikha
  5. Awaken Lyrics - Maher Zain
  6. One Day Lyrics - Maher Zain
  7. 25 Prophets Lyrics - Zain Bhikha
  8. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  9. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  10. No Word Is Worthy Lyrics - Sami Yusuf
  11. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. True Love Lyrics - Maher Zain
  13. Ibn El-Watan Lyrics - Hamza Namira
  14. You Came To Me (Farsi) Lyrics - Sami Yusuf
  15. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  16. Trust In Allah Lyrics - Saif Adam
  17. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain
  18. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  19. Let You Know Lyrics - Labbayk
  20. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  21. Eid Mubarak Lyrics - Harris J.
  22. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  23. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  24. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

103 Comments
Newest
Oldest Most Voted
103
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x