Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed

By: 

Mera Dil Badal Dai Lyrics


Badal de Dil ki duniya dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day

Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day

Badal de Dil ki duniya dil badal day
Khudaya Fazl farmaa dil badal day

Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun

Badal day Mera rasta dil badal day

Sunoun Main naam Tera dharkanon Main
Maza aajaye Maula dil badal day

Hataaloun aankh apni Maa-siwa say
Jiyoun Mein Teri khatir dil badal day

Karoun Qurbaan Apni Saari Khushiyaan
Tu apna ghum ata kar dil badal day

Sehal farmaa musalsal yaad apni
Khudaya Reham farmaa dil badal day

Para houn Teray dar par dil shikasta
Rahoun kyu dil shikasta dil badal day

Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna dil badal day

Meri faryaad sunlay Meray Maula
Banalay apna banda dil badal day

Tera hojaoun itni arzoo hay
Bas itni hay tamanna dil badal day

Meri faryaad sunlay Meray Maula
Banalay apna banda dil badal day

Director: Sami Uddin
Sponsored by MUSLIM CHARITY UK
Junaid Jamshed Naat, Director/ DOP Sami Uddin, Producer Sabooh Uddin, Post @ WMS MEDIA, junaid jamshed naat 2010, junaid jamshedm 2011, junaid jamshaid naat 2010, junaid janshed london, Mera Dil Badal De, junaid jamshed mera Dil Badal De, mera dil badal dey
mera dil badal de

Urdu Naat
Hindi Naat


More Islamic Lyrics

  1. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  2. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  3. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  4. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  5. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  6. By My Side Lyrics - Maher Zain
  7. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  8. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  9. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  10. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Aye Khuda Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Ku MilikMu Lyrics - Maher Zain
  13. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Hope Survives Lyrics - Sami Yusuf
  15. Freedom Ain’t Free (feat. Nano Omar) Lyrics - Raef
  16. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  17. The One Lyrics - Harris J.
  18. For the Rest of My Life Lyrics - Maher Zain
  19. Allahumma Salli ‘ala Muhammed Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  21. Morning Musk Lyrics - Gaith Adhami
  22. Rabbana Lyrics - Labbayk
  23. Sagri Rain Tarapty Guzri Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. I’m In Love Lyrics - Aashiq al-Rasul
  25. Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics - Naat Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of

134 Comments
Newest
Oldest Most Voted
134
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x