Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists

By: 

Har Taraf Anwar Ki Barsat Hai Lyrics

Har Taraf Anwaar ki Barsaat hai,
Mehfil e Sarkaar ki kkiya baat hai.

Har taraf anwar ki barsat hai,
Mehfil e Sarkaar ki kkiya baat hai.

Raat jo guzri Nabi kay zikr mein,
Din se behtar woh hamari raat hai.

Kyun mein mangoon jab mere kashkol main,
Naqsh e Naal e Pak ki khairaat hai.

Kyun pareshan hoon mein uqhba key liye,
Shafa e Rauzay Jaza woh Zaat hai.

Wali e kaun o makaan kay zikr say,
Wajd mein yeh sari kainaat hai.

Yoon to gumbad hai jahaan mein har jagah,
Gumbad e Khazra teri kya baat hai.

Nausha e Bazme jina kay waaste,
Anbiya ki saf ba saf baraat hai.

Kis tarha likhoon main midhat Aap ki,
Jab madha khawan khud Khuda ki zaat hai.

Kis qadar Rehaan khush qismat hai tu,
Teri bakhshish ka wasila Naat hai.

Har taraf anwaar ki barsaat hai,
Mehfil e Sarkar ki kya baat hai.

Naat lyrics & Video Information:

Written By: Raihaan Qadri
Recited By: Toufeequddin AbulUlai


More Islamic Lyrics

  1. Give The Young A Chance Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ya Ali Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
  3. Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics - Aamir Liaquat
  4. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  5. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  6. Lughat Al’Aalam Lyrics - Humood Alkhudher
  7. Insya Allah (Malay) Lyrics - Maher Zain
  8. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  9. Kivain Mukhre Toon Nazran Hatawan Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  11. Shafa’a – ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  12. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  13. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  14. Isn’t It So Funny Lyrics - Labbayk
  15. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  17. Palestine Lyrics - Labbayk
  18. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  19. Doori Lyrics - Hamza Namira
  20. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  21. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  22. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  23. Our Earth Lyrics - Native Deen
  24. Always Be There (French) Lyrics - Maher Zain
  25. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x