Nibhalo Tum Ya Rasoolallah Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Nibhalo Tum Nibhalo Tum Nibhalo Ya RasoolAllah Lyrics


Nibhalo Tum Nibhalo Tum Nibhalo Ya RasoolAllah
Bulaalo Ab Madiney Mey Bulaalo Ya Rasool Allah

Satatey Hain Jo Duniya Waley Is Ka Kuch Nahi Hain Gham
Mujhey Bas Apna Keh Kar Tum Bulaalo Ya Rasool Allah

Sunehri Jaaliyon Key Saamney Pohcha Hoon Mey Aaqa
Mujhey Apni Ziyaarat Tum Karaado Ya Rasool Allah

Meyri Qismat Buree Ho To Khudara Tum Bhalee Kardo
Sanwaaro Meyri Qismat Ko Sanwaaro Ya Rasool Allah

‘Ataa Ho ‘Ilm Ki Daulat ‘Ataa Ho Deed Ki Daulat
Damey Aakhir Madinah Bhi ‘Ataa Ho Ya Rasool Allah

Shafa’at Ka Sawali Hoon Sawali Hoon Mey Rehmat Ka
Ijaabat Sey Nawaazo Tum Nawaazo Ya Rasool Allah

Mo’in-e-Raah-e-Taiba Hain Merey Khwaja Mo’inuddeen
Mo’in-e-Raah-e-Jannat Bhi Banaado Ya Rasool Allah

Tasadduq Ghaus e A’azam Ka Tawassul A’ala Hazrat Ka
Baqee-e-Paak Key Qaabil Banaado Ya Rasool Allah

Nigah-e-Mufti-e A’azam Ney Zindah Kardiya Dil Ko
Unhee Ka Saath Mehshar Mey ‘Ataa Ho Ya Rasool Allah

Tamanna Yeh Liye Jaata Hai Aaqa Shakir e Razvi
Isey Izney Madinah Phir ‘Ataa Ho Ya Rasool Allah

Tamanna e Madinah


More Islamic Lyrics

  1. LabbaykAllah Lyrics - Labbayk
  2. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  3. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  5. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  7. Eid Mubarak Lyrics - Harris J.
  8. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  9. Mawlaya Lyrics - Raef
  10. Holy Water Lyrics - Gaith Adhami
  11. The Creator Lyrics - Sami Yusuf
  12. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  13. Freedom Lyrics - Maher Zain
  14. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  15. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  16. Lord of Ramadan Lyrics - CoTu
  17. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  18. Dream Lyrics - Raef
  19. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  20. Tere Qurbaan Nabi Nazar e Karam Hum Pe Huyi Lyrics - Naat Lyrics
  21. Al Malik Lyrics - Hesham Abdul Wahab
  22. My People Lyrics - Yusuf Islam
  23. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  24. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi

COMMENTS

Subscribe
Notify of

3 Comments
Newest
Oldest Most Voted
3
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x