Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics


Sarkar e dono aalam nazar e karam ho jaana
Aariz hoon aarzoo hai dar per mujhe bulana

Dar tera chhod kar kyun mein ghairon ke paas jaun
Manzur thokarein bhi galiyon me teri jaana

Meri ik khata pe teri so so ataayein sarvar
Beshaq karam ka tere shaidai hai zamana

Kiye darkhaton ne sajde suraj palat ke aaya
Tukdey huwa qamar fior kudrat pe teri jaana

Turbat me jab andheri rukhsat karein kareebi
Anwaar se fir apne meri kabr jagmagana

Beshaq ho bekashon ke tum dastgeer aaqa
Failaye aata daaman tere dar pe sab zamana

Maidaan e hashr me jab khulne lagey kamai
Ummat ki apni aaqa imdaad ko tum aana

Badhne lagi hai meri din raat tishnagi ye
Saaqi e hauz e kausar meri pyas ko bujhana

Aaqa karam ki tere kar baarishein badon per
Sarshar ishq se hon ‘ Mehboob ‘ or zamana.

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. 99 Names of Allah Lyrics - Beautiful Names
  2. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  3. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  4. Likh Raha Hoon Naat E Sarwar Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. The Bright Moon Lyrics - Raef
  6. Allah Remains Lyrics - Zain Bhikha
  7. An Nabi Sallu Alai [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. When I Grow Up Lyrics - Zain Bhikha
  9. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  10. We At War Baby Lyrics - Gaith Adhami
  11. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  12. Bismillah Lyrics - Aashiq al-Rasul
  13. Palestine Lyrics - Labbayk
  14. You Came To Me Lyrics - Sami Yusuf
  15. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  16. Du’a Lyrics - Fez Meghani
  17. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  18. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  19. Children Of War Lyrics - Abdullah Rolle
  20. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  21. Ramadhan Lyrics - Labbayk
  22. My Only Wish (interlude) Lyrics - Sami Yusuf
  23. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  24. Good Day Lyrics - Maher Zain
  25. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x