Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq

By: 

Thandi Thandi Hawa Rehmatoon Ki Chali Lyrics

Thandi thandi hawa rehmatoon ki chali
Ban ke mouj e karam, Mustafa aa gaye.

Hal meri ho gayein khud ba khud mushkalein
Saray aalam kay mushkil kusha aa gaye

Aagaye aagaye Mustafa aagaye…

Amina ka muqadar sanwara gaya
Goud main chand jiski utara gaya
Hoor o ghulman salami ko jhuknay lage
Partay rizwan salle ala aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Dono aalam ki kismat badalne lagi
Noor main sari konain dhalne lagi
Khush muqadar Halima mubarak tujhe
Goud mein teri Khirul Wara aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Ban gayi hai zameen rashk e bagh e jinnah
Sajh gaye asman khil utha gul sitan
Mang lo rehmatein khol lo jholiyan
Denay khairat hajat rawan aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…

Aaj koi bhi sa’im na khali rahe
Sab muradein milein har musibat talay
Madni aaqa ki aamad ka sadqa mile
Bheek leney ko hum Ya Khuda aagaye.

Aagaye aagaye mustafa aagaye…


More Islamic Lyrics

  1. Let Me Breathe Lyrics - Harris J.
  2. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Marhaba Mustafa Lyrics - A. R. Rahman
  5. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  6. The Quest Lyrics - Nader Khan
  7. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf
  8. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  9. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics - Naat Lyrics
  10. Allahu Lyrics - Labbayk
  11. Ya Taiba Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  13. Faslon Ko Takalluf Lyrics - Nader Khan
  14. Taiba Taiba Lyrics - Hooria Rafiq
  15. Jashan Sohne De Manaye Te Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  16. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  17. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  18. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  19. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza
  20. Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics - Aamir Liaquat
  21. Love Who You Are Lyrics - Harris J.
  22. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  23. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya Lyrics - Naat Lyrics
  25. My Hero Lyrics - Harris J.

COMMENTS

Subscribe
Notify of

186 Comments
Newest
Oldest Most Voted
186
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x