Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics - Naat Lyrics

By: 

Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai Lyrics


Karam hai rab ka hamara naseeb aala hai
Ke do jahan me hamara wo kamli wala hai

Jin ke tufail se shams o qamar hain aaj ajal
Wo hi noor e khuda hain or wo noor wala hai

Hain wo shan e khuda or shan e do aalam aaqa
Kaun aaya hai un sa kaun aane wala hai

Wo jo pahunchey talab pe haq ki la-makaan pe shaha
To kaul e haq huwa ke parda uthhne wala hai

Wo muqaddar hain hamara sar e mehshar hain yakeen
Vahan naseeb unhi se badalney wala hai

Kyun na chahey tumhe badh kar dil o jaan se ‘ Mehboob ‘
Tere karam ne mujhe har jagah sambhala hai

Submitted by: Mehboob Makrani


More Islamic Lyrics

  1. Autumn Lyrics - Sami Yusuf
  2. Ay Kufey Waalo Mein Zainab (A.S) Hoon Lyrics - Irfan Hussain
  3. Ya Rasoolallah Pukaro Ya Rasoolallah Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  5. Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq
  6. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  7. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Holy Water Lyrics - Gaith Adhami
  9. Forgive Me Lyrics - Maher Zain
  10. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  11. Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed
  12. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  13. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah
  14. Happiness Lyrics - Sami Yusuf
  15. Ya RasoolAllah Karam Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  16. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama
  17. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  18. Milad Ki Ratiyan Dhoom Yeh Thi Lyrics - Muhammad Afzal Noshahi
  19. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  20. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  21. Alwida Alwida Mahe Ramzan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  22. LabbaykAllah Lyrics - Labbayk
  23. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  24. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  25. Falling Lyrics - Ahmad Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x