Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics

Zameen Maili Nahin Hoti Zaman Maila Nahin Hota
Zamin Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mohabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo
Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Nabi key paak langar par jo paltey hey kabhi unkee
Zabaan maili nahin hoti, sukhan maila nahin hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mere aqaa ki ulfat to badan ko jag magatee hey
Kabhi ehl-e Muhammad ka badan maila nahin hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota


Gulon ko Chum Laite Hain Sahar’nam Shab’nami Qatre
Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota

Jo Naam-e-Mustafa Chume Nahi Dukhti Kabhi Ankhen
Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahni Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota

Main Nazan tu Nahi fan par, Magar Nasir yeh Dawa hai
Sana-e-Mustafa karne se fan Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Zamin Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota.

Naat Information:
Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  2. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  3. No One Knows But Me Lyrics - Raef
  4. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  5. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  7. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Medina Lyrics - Maher Zain
  9. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  10. Ahmad Ya Habibi Lyrics - Ahmad Hussain
  11. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  12. I Need Your Help Lyrics - Wajid Akhtar
  13. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  14. Tere Qurbaan Nabi Nazar e Karam Hum Pe Huyi Lyrics - Naat Lyrics
  15. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  17. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  20. Allah Lyrics - Shpend Limani
  21. Our Earth Lyrics - Native Deen
  22. Palestine Lyrics - Labbayk
  23. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  24. Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

42 Comments
Newest
Oldest Most Voted
42
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x