Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Jannat Mein Leke jaayegi chahat Rasool ki Lyrics

Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki

Chalta hoon mein be Qafelay walo ruko zara
Milnay do bus mujhay be Ijazat Rasool ki

Phochay Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr mein
Us waqt meray lab pay ho Midhat Rasool ki

Tarpa kay un kay Qadmo mein mujh ko Gira day Shok
Jis waqt ho lahad mein Ziyarat Rasool ki

Sarkar nay bula kay Madina dikha dia
Ho ghi mujhay naseeb Safa”at Rasool ki

Ya Rab dikha day Aaj ki Shab Jalwaey Habib
Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool ki

Damen mein un kay lay lo pannah Aaj munkiro
Mahengi paray ghi warna Adawat Rasool ki

To hai Ghulam Un ka Ubaid-e-Raza teray
Mahshar mein ho ghi saath Himayat Rasool ki

Kyun kar na meray dil mein ho Ulfat Rasool ki
Jannat mein lay kay jaey Ghi Chahat Rasool ki

Naat Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Kaho Ke Naara Hamara Hai Ya RasoolAllah (SAW)
Audio: Heera Stereo
D.O.P: Tazein Ahmed
POST: 3KNOTS
EDIT: Gohar Hayat
DIRECTOR: Imran Hayat


More Islamic Lyrics

  1. Laylatul Qadr Lyrics - Native Deen
  2. Haser Hesarak Lyrics - Hamza Namira
  3. Every Morning Lyrics - Labbayk
  4. My Lord Lyrics - Native Deen
  5. The Path Lyrics - Raef
  6. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  7. Selam Sana (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  8. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  11. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  12. Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir
  13. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  14. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  15. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  16. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  17. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  18. Qasim Di Mehndi Agae Lyrics - Shahid Baltistani
  19. Free Lyrics - Sami Yusuf
  20. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  22. Kaun Hai Sarwar E Deen Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. Insha Allah Lyrics - Maher Zain
  24. Allah The Almighty Lyrics - Aashiq al-Rasul
  25. Incha Allah (French) Lyrics - Maher Zain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

49 Comments
Newest
Oldest Most Voted
49
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x