Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics

(Yarab Bemare Karb o Bala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

1. (Bimaar watan fatemah sugara ka waasta
Masooma ka wateem sakina ka waasta) (x2)
Dubaa labey dariyaa ho safina ka waasta
Aye merey khuda sahey madina ka waasta

(Ya rab beemar e karbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

2. (Bimaar ki haalat hai yeh deykhi nahi jaati
Mei kya karu gham sey meri bhar jati hai chaati) (x2)
Bas yaad mei terey mei musalaah hun bhichaati
Juz tera nahi koyi mera muniso saathi


(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

3. (Karti hun dua’a rab sey mei ya hazrat-e-sajjad
Hai aasara tumhara tumhi kijiyo imdaad) (x2)
Hai kauna mera jisey karun jaa key mei fariyaad
Imdaad talab hai meri tum kijiyo imdaad

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

4. (Bimaar watan fatemah sugara ka waasta
Masooma ka wateem sakina ka waasta) (x2)
Dubaa labey dariyaa ho safina ka waasta
Aye merey khuda sahey madina ka waasta

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

5. (Bimaar ki haalat hai yeh deykhi nahi jaati
Mei kya karu gham sey meri bhar jati hai chaati) (x2)
Bas yaad mei terey mei musalaah hun bhichaati
Juz tera nahi koyi mera muniso saathi

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

6. (Bimaar key liyeh tera yeh zikhra shafaa hai
Har isma tera unkey liyeh ek dawaa hai) (x2)
Tun kun faya kun hai vo teyrey dar ka ghada hai
Tun chaahai tow ek aan mei hi unki shafa hai

(Ya rab bimarey kerbobala, Kaa hai waasta
Jo hai mariz unko tu dey, Jalda ab shafa) (x2)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani & Batool Dhamani
Album: Haider Haider
Released: 2008


More Islamic Lyrics

  1. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  2. Guide Me All the Way Lyrics - Maher Zain
  3. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  4. Pizza in His Pocket Lyrics - Zain Bhikha
  5. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  6. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  7. Is It True Lyrics - Abdullah Rolle
  8. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  9. So Real Lyrics - Raef
  10. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Deen-il-Islam Lyrics - Zain Bhikha
  12. Ramadan Is Here Lyrics - Native Deen
  13. Ya Nabi Salam Alayka Lyrics - Maher Zain
  14. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  15. Ramadan Lyrics - Maher Zain
  16. Healing Lyrics - Sami Yusuf
  17. Subhana Allah (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  18. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  19. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  20. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  21. Khuloos Ki Roshnai Lay Ker Lyrics - Wazir Syed
  22. Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters
  23. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  25. Every Beat Lyrics - Aashiq al-Rasul

COMMENTS

Subscribe
Notify of

4 Comments
Newest
Oldest Most Voted
4
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x