Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics - Milad Raza Qadri

By: 

Allah Allah Nabi Ka Gharana Lyrics

Allah Allah Nabi ka gharana
Yeh gharana wara-ul-wara hai
Is mein Hasnain hain Fatima hein
Is gharany mein Mushkil Kusha hai.

Lab pe hein tazkiray Panjtaan ke
Phool mehkey hein mery chaman ke
Aisa Unke karam ne nawazah
Apni kismat pe dil jhoomta hai.

Ummati hun mein Shah-e-Zaman ka
Hoon bheekhari mein Mola Aaqa Hassan ka
Sadqay jaun mein Unke atta par
Deney wale ne sab kuch diya hai.

Naam per Tere sab kuch mila hai
Naam per Tere sab kuch fida hai
Naam per Tere qurbaan jaoun
Hum ghreebon ka Tu asraa hai.

Khair se Tum he Khair-ul-Wara ho
Aur Tumhin Sayed-ul-Ambiyaa ho
koi Tujh sa huwa hai na hoga
Tere Raab ka yahi fayeselaa hai.

Mera bhi hai koi dunya waalo
Bey-sahara mujhay tum na samjho
Saath mery mera Peshwaa hai
Mera Raab hai mera Mustafaa hai.

Laaj rakh lo gad’dae karam ke
Bhardo bhardo hamari bhi jholi
Koi yeh na kahe Kamli Wale
Tere mehfil se khali gaya hai.

Kab’ba-e-Ishq ka hoon namazi
Mein hoon Unke inayaat pe raazi
Mere turbaat pe likhna Niazi
Panjtaan ka yeh adna gad’daa hai.

Allah Allah Nabi ka gharana…
Yeh gharana wara-ul-wara hai
Is mein Hasnain hain Fatima hein
Is gharany mein Mushkil Kusha hai.

Urdu Naat Information:
Artist: Milad Raza Qadri
Album: Tere Hote Janam Liya Hota
Produced: Oriental Star Agencies Ltd


More Islamic Lyrics

  1. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  2. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain
  3. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  4. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  5. The Power Lyrics - Maher Zain
  6. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  7. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka Lyrics - Imran Shaikh Attari
  8. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  9. Hear Your Call Lyrics - Sami Yusuf
  10. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  11. Sout Lyrics - Hamza Namira
  12. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  13. Kya Bayaan Azmatein Houn Teri Shaha Lyrics - Naat Lyrics
  14. Fiyyashiyya Lyrics - Sami Yusuf
  15. My Hero Lyrics - Harris J.
  16. Call On Him Lyrics - Raef
  17. Baraye Dil e Dukhtar Lyrics - Nadeem Sarwar
  18. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  19. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  20. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  21. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  22. Who I Am Lyrics - Zain Bhikha
  23. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  24. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  25. Koi Aaye Koi Jaye Lyrics - Mohammad Tahir Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

36 Comments
Newest
Oldest Most Voted
36
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x