Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Naat Sarkar (SAW) Ki Parta Hoon Mein Lyrics


Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Ye Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri Hogi
Qabar Ka Khowf Na Rakna Ey Dil
Wahan Sarkar E Madina (Do-allam) Ki Ziarat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.

Unko Mukhtar Banaya Hey Merey Mola Ney
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hein
Jisko Hasnain Kay Baba Ki Ijazat Hogi
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.

Hashr Ka Din Bhi Ajab Deykna Vala Hoga
Zulf Lehra Key Woh Jab Ayengey
Phir Qiyamat Mein Bhi Ik Aur Qiayamat Hogi
Zulf Lehra Kay Woh Jab Ayengey Moray Arbi Sawaariya
Zulf Lehra Kay Woh Jab Ayengey
Phir Qiyamat Mein Bhi Ik Aur Qiayamat Hogi
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera Ya Rasoolallah
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Mera Daman to Gunaho Sey Bhara Hey Iltaf
Ik Sahara Hey Kay Mein Unka Hoon
Issi Nisbat Sey Sar-e-hashr Shifa-at Hogi.
[- Inshallah -]

Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Yeh Naam Kio Kaam Bgharnay Nahi Deta
Bhigray Bhi Bana Deta Hai Bas Nam-E-Mohammad
Ik Tera Naam Waseela Hei Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Issi Naam Sey Rahat Hogi.

Naat Information:
Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi


More Islamic Lyrics

  1. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  2. Mawlaya Lyrics - Raef
  3. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  5. Ya Nabi Salam Alayka (Turkish Version – Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  6. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  7. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  8. Huzoor Mujrim Khara Hai Dar Per Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  10. Jannah Lyrics - Maher Zain
  11. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool Lyrics - Naat Lyrics
  12. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  13. Durood Shareef Lyrics - Milad Raza Qadri
  14. Inquilab Inquilab Lyrics - Irfan Hussain
  15. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  16. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  17. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  18. Provu Tumi Amari Lyrics - Labbayk
  19. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  20. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka Lyrics - Imran Shaikh Attari
  21. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  22. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  23. Subhanallah Lyrics - Labbayk
  24. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  25. I Need Your Help Lyrics - Wajid Akhtar

COMMENTS

Subscribe
Notify of

172 Comments
Newest
Oldest Most Voted
172
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x