Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Amin Kaho Bacho Lyrics

Ameen Kaho Bacho – Mesum Abbas

Ameen x4

Karnay ko dua Rab say,
mein hath uthati houn,
amin kaho bacho,
ameen kaho bacho x3

1. Darya se abhi apne, ammu ko bulaati hoon
Ameen kaho bacho x2
Karne ko dua Rab se,
mein haath uthaati hoon,
ameen kaho bacho,
ameen kaho bacho x2

2. Khaimon mei taraayi ko, laane ka iraada hai,
Abbas ka waada hai x2
waada woh nibhaengay, mein tumko bataati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

3. Who pyaas ka aalam hai, lab khola nahi jata,
kuch bola nahi jaata x2
mein harfe dua apne ashkon ko banaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

4. Paani jo mein kismat say, thora sa bhi paaungi
Asghar ko pilaaungi x2
bas ek dua lab par, roro kay mein laati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

5. Ai bachon yaqinan who, amu ka kadam hoga,
shaane pay alam hoga x2
Aahat hai balaa kiski, mein dekh ke aati hoon
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

6. Mei chain na paaungi, ammu se judaa hokar,
marjaaungi roro kar x2
Allah mein tujhe apni, faryaad sunaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

7. Who uth kay Madinay say, aajaaengi darya par,
deti hun sada rokar x2
ammu hai musibat mein, dadi ko bulaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

8. Shabbir kay khayme mein, Nayyar hai bapa matam,
aati hai sada Mesum x2
pyaasi hu Sakina hoon, roti hoon rulaati hoon
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

9. Darya say abhi apnay, ammu ko bulaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

Ameen x4

Nowha Information:
Noha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2004


More Islamic Lyrics

  1. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. The One Lyrics - Harris J.
  3. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha
  4. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka Lyrics - Imran Shaikh Attari
  5. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  6. Rab Farmaya Mahbooba Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. You Lyrics - Sami Yusuf
  8. Special Lyrics - Abdullah Rolle
  9. Freedom Tree Lyrics - Gaith Adhami
  10. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  12. 99 Names of Muhammad Lyrics - Beautiful Names
  13. Shafa’a – ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  14. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Ya Rasul Allah (Part 1) Lyrics - Sami Yusuf
  16. C’mon Everybody Lyrics - Zain Bhikha
  17. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  18. Smile Lyrics - Sami Yusuf
  19. Rab Janay Tay Hussain Janay Lyrics - Dhamani Sisters
  20. My Lord Lyrics - Native Deen
  21. Gaza Lyrics - Native Deen
  22. Welcome to Madinah Lyrics - Khaleel Muhammad
  23. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Endless Bounty Lyrics - Noor
  25. Ala Bab Allah Lyrics - Hamza Namira

COMMENTS

Subscribe
Notify of

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x