Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk

By: 

Dunya Ke Ay Musafir Lyrics

Chorus:
Dunya ke ay musafir
Manzil teri qabar hai
Tai kar raha hai jo tu
Do din ka ye safar hai

dunya bani hai jab se
laakhon karoro aaye x2
baaqi raha na koi
mitti mein sab samaaye x2
is baat ko na bhulo
sab ka yahi hashr he

Chorus

aankho se tu ne apne
kitne janaaze dekhe x2
haathow se tu ne apne
dafnaaye kitne murday x2
anjaam se tu apne
kyun itna bekhabar hai

Chorus

makhmal pe sonay waale
mitti mein so rahe hai x2
shaaho gada barabar
ek saath so rahe hai x2
dono huwe baraaber
yahi maut ka asar hai

Chorus

Ye aali shaan bunglay
kuch kaam ke nahi hai x2
ye oonchi oonchi imaarat
kuch kaam ki nahi hai x2
do gaz zameen ka tukra
chota sa tera ghar hai

Chorus


More Islamic Lyrics

  1. Hushed Lyrics - Gaith Adhami
  2. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha
  3. Mamma Lyrics - Irfan Makki
  4. Balaghal Ula Be Kamalehi Lyrics - Sabri Brothers
  5. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  6. Ya Taybah Lyrics - Native Deen
  7. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  8. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  9. Not In My Name Lyrics - Sami Yusuf
  10. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  11. Kaun Hai Sarwar E Deen Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  13. Guide Me All the Way Lyrics - Maher Zain
  14. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  15. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  16. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  17. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  19. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  20. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  22. Sabke Hain Muhammad Lyrics - Imran Shaikh Attari
  23. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  24. Allahu Lyrics - Nader Khan
  25. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of

0 Comments
Newest
Oldest Most Voted
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x